KYA NAPAKI KI HALAT ME SEHRI KI JA SAKTI HAI?
Transliteration By : Bint e IqbalKya Bagair Namaj padhe Roza qubool ho jayega?
Roza rakhne ke liye kaise niyat Kare?
Ramzan Ul Mubarak ke ahkaam o Masail 01
Kya Bhook lagne par Roza tod sakte hai aur Miskeen ko khana khila sakte hai?
Romzan aur Roze ke mualliq Sawal o Jawab.
Roza jaldi todne (kholne) ka Azab aur na rakhne ka azab.
Ramzan me Haiz Ke mutalliq Byan.
Haiz Aane par Roza rakhna Chahiye ya tod dena chahiye, Agar iftar ke waqt aajaye to?
بسم اللہ الرحمن الرحیم✔Umm Salama(r. a) aur Aisha(r. a) Riwayat karti hai ke Rasool Allah Sallallahu Alailhi Wa Sallam Junubi (impurity/napaki) ki halat me uthte the aur Roza rakhte the.
Bukhari :Kitabus Saum, 1926
Muslim:Kitabus Siyam, 1109
FATAWA
✔Sheikh Ibn Baaz(r.a) farmate hai
“Agar haiza Aurat ko ilm ho jata hai ki fajr se pahle uska haiz khatam hogya hai tab use Roza rakhna hai. Agar wo fajr ka waqt khatam hone se pahle ghusl kar le rahi hai to is tarah ki ghusl ki deri me koi haraj nahi hai.
Lekin use itni der nahi karni chahiye ke suraj nikal aye. Yahi Qanoon Junubi (impurity after sexual activity) ke liye bhi hai. Ghusl me itni deri nahi karni chahiye ke suraj nikal aye aur mardo ko chahiye ke wo jaldi ghusl kare taki wo fajr ki namaz jamat se padh sake.
Fatawa Al-Sheikh Ibn Baaz
Kya Aurat Haiz Ko Rokne ke Liye Ramzan me Dawa Le Sakti Hai?
Ehtalam Aur Janaabat Me Roze Ke Ahkaamat Aur Masail
Namaz Roza Aur Hazz Se Motalliq Haiz Ke 60 Ahkaam Part 1
Namaz Roza Aur Hazz Se Motalliq Haiz Ke 60 Ahkaam Part 2
Roze Me Haiz O Nafaas Ke Aham Tareen Masail
Hazrat ek masla btaye ki agar sotey hue ekdum se ehtlaam hone ka jaisa zor ho aur ekdum aankh khul jaye aur us dawaab ko rok liya jaye aur sharamgah se kuch na nikle to kya gusl farz hai ya nahi magar ehtlaam ka zor poora hua usey rok liya zor lagaake nikla kuch nhi sharmgaah se jaldi reply kare plzz
ReplyDeleteاگر منی خارج نہیں ہوئی تو غسل فرض نہیں
Deleteاگر خارج ہو گئی تو پھر غسل فرض ہے بھلے تھوڑی سی نکلی ہو
Hazrat ek masla btaye ki agar sotey hue ekdum se ehtlaam hone ka jaisa zor ho aur ekdum aankh khul jaye aur us dawaab ko rok liya jaye aur sharamgah se kuch na nikle to kya gusl farz hai ya nahi magar ehtlaam ka zor poora hua usey rok liya zor lagaake nikla kuch nhi sharmgaah se jaldi reply kare plzz
ReplyDeletehttps://www.youtube.com/watch?v=vzSHG_MSvWg&list=PLFbxg-5-IKSOGE3SWPRVTj9oapMg27YNz&index=3
DeleteGusl Farz Nahi Hai Lekin Gar Man Na Maane To Gusl Kar Sakte Hain
ReplyDeleteShramgah Ko Sabun Ya mitti se dhul Len
Janab agar hamne ani bv ke saath mins wife ke saath hambistti ki hai aor sehri ke wakt sehri karli bina gusal ke aor fajar ke wakt me bhi gusal nahi kar paya subah 10 ya 11 baje gusal kara to kya roza rahega ya toot jayega
DeleteJi mujhe bhi janna h please reply
Deleteroze ki halat m ahtlam ka hona kiya roza rhega ya nhi plz reply
ReplyDeleteEhtalam Hone Se Roza Nahi Tootta.
DeleteAlbatta Ye Hai Ke Jaan bujhkar Mushtjani Karne Se Agar Mani Kharij Ho Jaaaye to Roza Toot Jayega Aur Mushtjani Ka Gunah Bhi Hoga
Janab Rajab ke roze ke niyt bta de
ReplyDeleteNiyat Dil SE Kis Ki Jati Hai(Bukhari) Iske Liye Koi Dua Padhne Ki Jarurat Nahi Hai
DeleteAger rozy ki halat mai din k time ehtlam hojae or gusal sham ko kare to farq to nhi pare ga
ReplyDeleteNahi Lekin Ghusl Jaldi Kar Lena Chahiye
Deleteऐतेकाफ में बेठने वाले अज़ान दे सकते हैं क्या
ReplyDeleteफ़ोन पर जरूरी बात कर सकते हैं क्या नमाज़ पढ़ा सकते हैं क्या
Bilkul Azan De Sakte Hain,Masla TGO Ye Hai Agar Maiyat Bhi Ho Jaye TO Wo Etkaf Se Bahar Jakar Janaz Me Shamil Nahi Ho Sakta FIr AAp Phone Pe Kasie Bat Kar Sakte Hain
Deletesharab peeny ke 8 ghanty bd roza rakha ja sakta hai kya? aur es ka kufara kaisy karen
ReplyDeleteAgr sehri se pahlay ehtlamm ho jaye to bina ghusal k rozay rakh sakte hain?
ReplyDeleteHum agr sfr kr rhe ho or ehtlamm ho jaye to roza rkh sqte h ya nhi.?
ReplyDeleteAgar rozay ki halat ma bv sa hambistri kr lay bnda to roza pura kr skta ha kya bad ma kafara b ady karay laken jis din rozay ki halat ma hambistri ki us din roza pura kr skta ha ya nae plz bta dyn
ReplyDeleteIs tahrir padgein.
DeleteAgar roze ki galat me Biwi se hambistar ho jaye to kya roza toot jayega?
https://findmrf.blogspot.com/2022/04/roze-ki-halat-me-biwi-ke-saath.html
Kya Napaki ki halat me Sehari kha sakte hai?
Deletehttps://youtu.be/Dk9FF5Iw1Lw
#Sehari aur Iftar me #padhi jane wali #Dua?
https://findmrf.blogspot.com/2019/05/sehari-aur-iftar-me-padhi-jane-wali-dua.html
Taraweeh ki #Namaj kitni Rakat hai 8 ya 20?
https://findmrf.blogspot.com/2019/05/taraweeh-ki-namaj-8-rakaat-sunnat-hone.html
Kya Bachche ko doodh pilaane wali Khawateen Roza rakh sakti hai?
https://findmrf.blogspot.com/2019/05/jo-aurat-bacche-ko-doodh-pilati-ho-uske.html
Roza rakhne ke liye niyat kaise kare? Jubaan se ya Dil se
https://findmrf.blogspot.com/2019/05/roze-ke-niyat-juban-se-ya-dil-se-karni.html
https://findmrf.blogspot.com/2019/05/roza-rakhne-ke-liye-kaise-niyat-kiya.html
Iftaar ke waqt padhi jane wali dua?
Iftar ka waqt aur usme padhi jane wali Dua.
https://findmrf.blogspot.com/2020/04/iftar-ka-waqt-aur-uske-masail-iftar-ki.html
Kya Napaki ki halat me sehri kha sakte hai aur Roza rakh sakte hai?
https://findmrf.blogspot.com/2019/05/kya-na-paki-ke-halat-me-sehri-kha-sakte.html
Kya Sehri Mubaarak yah #Chand_Mubarak kahana Jayez hai?
https://findmrf.blogspot.com/2019/05/kya-sehri-mubarak-ya-chand-mubark-kahna.html
Sehri Khane ka sahi waqt aur usse Jude Masail.
https://findmrf.blogspot.com/2019/05/sehrikhanekawaqt.html
Roze ki niyat ke Masail, kya har roze ke liye alag se niyat karna hoga?
https://findmrf.blogspot.com/2020/04/roze-ki-niyat-ke-masail-kya-har-roze-keliyeniyatkarnahoga.html
In sawalo ka jawaab janane ke liye link par click karein
Isse jude Masail Padhne ke liye link par click kijiye.
ReplyDeleteRoza Namaj aur Hazz ke Mutalliq Haiz ke Masail Part 01
https://findmrf.blogspot.com/2020/05/namaz-roza-aur-hazz-se-motalliq-haiz-ke_3.html
Roza, Namaj aur Hajj ke Mutalliq Haiz ke Masail Part 02.
https://findmrf.blogspot.com/2020/05/namaz-roza-aur-hazz-se-motalliq-haiz-ke.html
Haiza Aurat Aeitekaf me kaise Baith sakti hai?
https://findmrf.blogspot.com/2020/06/haiz-wali-auraten-aeitekaf-me-kaise.html
Ramzan Me Haiz ke Mutalliq Bayaan aur unke Jawabat.
https://findmrf.blogspot.com/2020/05/ramzan-me-haiz-ka-byan-haiz-se-motalliq.html
Roze me Haiz o Nafas ke Ahem Masail.
https://findmrf.blogspot.com/2020/05/roze-me-haiz-o-nafaas-ke-aham-tareen.html
Kin Kamo se roza toot jata hai aur Kisse roza nahi toot ta hai?
https://findmrf.blogspot.com/2022/04/wah-kaun-kaun-se-kam-hai-jisse-roja.html
Haiz (Period) aane Par Roza rakhna chahiye ya Tod dena chahiye?
https://findmrf.blogspot.com/2019/05/haiz-aane-pe-kya-roza-rakhna-chahiye-ya.html
Series kar k soi or 7 bjy uthi to peroad aa gy kiya roza h ya nhi
ReplyDeleteNapaak hone par subah 10 baje tak nahaane se roza hoga ya nahi
ReplyDeleteNapaki me Sahri Karli or Gusal 10 baje kiya to roza rahega ya nhi plz btaye
ReplyDeleteMasha allah
ReplyDeleteAllah hame roze rakhne ki taufiq de
ReplyDeleteSubhan allah
ReplyDeleteAllah hame sahi sunne ki taufiq de
ReplyDeleteNapaki me sehri khane se roza jayez hai.
ReplyDeleteIslamic information ke liye yah acha paltform hai. Allah blog Owner ki Har jayez dia qubool kare.
ReplyDelete