find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Showing posts with label roza dozakh ka dhall hai. Show all posts
Showing posts with label roza dozakh ka dhall hai. Show all posts

Roza Dozakh Se Dhal Hai


 
   🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ 🍂🍃

        *السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ* 
     
       ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆                 
    *✦​ Roza Dozakh se dhal hai ✦​*
❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

*📚 Hadees:* Hazrat Uthman bin Abu Aas RaziyAllahu Anhu se rivayat hai ki Rasoolullah ﷺ ne farmaya Roza Dozakh se aisee dhal hain jaise ladaii mein tumhare pass dhal hoti hai.

  - 📔 [Ibne Maaja: 1639]

*سلسلہ نمبر(۱١)*

🗒 *سحری کی فضیلت*🗒 *حدیث*🗒

*سحری کھانا ایک سنّت عمل ہے،جس میں اللہ تبارک و تعالیٰ کی جانب سے برکتیں رکھی گئیں ہیں،یہی وجہ ہے کہ آپﷺسحری کھانے کوپسند کرتے تھے اور اُمّت کو بھی اِس کی بڑی تاکید فرمائی ہے۔*

حضرت انس بن مالک رضی اللہ عنہ فرماتے ہیں کہ نبی کریمﷺ نے اِرشاد فرمایا:

*سحری کھایا کرو، اِس لئے کہ سحری میں برکت ہے۔*

📚 *{بخاری۱۲۹۳}*📚

🍀🍀🍀🍀🍀🍀🍀🍀🍀🍀🍀

*Sr.No.(11)*

🗒 *Sehri Ki Fazeelat*🗒 *HADEES*🗒

*Sehri Khaana Ek Sunnat Amal Hai, Jis Me Allah Tabaarak Wa Ta’aala Ki Jaanib Se Barkaten Rakhi Gaye Hain, Yehi Wajah Hai Ke Aap ﷺ Sehri Khaane Ko Pasand Karte The Aur Ummat Ko Bhi Is Ki Taakeed Farmaai Hai.*

Hazrat Anas Bin Maalik رضی اللہ عنہ Farmaate Hain Ke Nabi Kareem ﷺ Ne Irshaad Farmaaya:

*Sehri Khaaya Karo, Is Liye Ke Sehri Khaane Me Barkat Hai.*

📚 *{BUKHARI:1293}*📚

      ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆

*🌴Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo🌴*

Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi  Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !

  🌹JazakAllah  Khaira Kaseera🌹

   ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆

☪ Share karey 👏… Sawab ka Haqdaar baney… In Shaa Allah Ta’ala*..

   www.youtube.com/realtube51

www.facebook.com/ahlehadeethmuzaffarpur

Share:

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS