*🍂🌿🍂🌿 ﷽ 🌿🍂🌿🍂*
🔅 🔆 *Aaj ki pyari ayat !* 🔆 🔅
*☀ 🌙*
إِنَّ اللَّهَ لَا يَسْتَحْيِي أَن يَضْرِبَ مَثَلًا مَّا بَعُوضَةً فَمَا فَوْقَهَا فَأَمَّا الَّذِينَ آمَنُوا فَيَعْلَمُونَ أَنَّهُ الْحَقُّ مِن رَّبِّهِمْ وَأَمَّا الَّذِينَ كَفَرُوا فَيَقُولُونَ مَاذَا أَرَادَ اللَّهُ بِهَٰذَا مَثَلًا يُضِلُّ بِهِ كَثِيرًا وَيَهْدِي بِهِ كَثِيرًا وَمَا يُضِلُّ بِهِ إِلَّا الْفَاسِقِينَ
Surely Allah is not ashamed to set forth any parable-- (that of) a gnat or any thing above that; then as for those who believe, they know that it is the truth from their Lord, and as for those who disbelieve, they say: What is it that Allah means by this parable: He causes many to err by it and many He leads aright by it! but He does not cause to err by it (any) except the transgressors,
Roman Urdu
yaqinan Allah ta'ala kisi misaal ke bayaan karne se nahi sharmaata, qwaah macchar ki ho ya us se bhi halki cheez ki, imaan waale to ose apne rub ki jaanib se sahih samajhte hai aur kuffaar kehte hai ke is misaal se Allah ne kya muraad li hai? us ke zariye beshtar ko gumraah karta hai aur aksar logo ko raah raasth par laata hai aur gumraah to sirf faasiqo (jhuton) ko hee karta hai
(Quran : Surah Al-Baqara, Verse 26 )
----------------------------------------------------