```SHABE BARAT EK BIDAAH PART 2```
*Aayiye Ramadan me Kaunsi Raat ko Quran Utra Quran se hi jaante hain*
```Allah khud farmata hai Surah Al Qadr (97) Aayat No 1-5```
```1⃣ اِنَّاۤ اَنۡزَلۡنٰہُ فِیۡ لَیۡلَۃِ الۡقَدۡرِ ۚ```
*Inna Anzalallahu fee lailatul Qadr*
*🍁TARJUMAH🍁*
*Aur hum ne utara is Quran ko lailatul Qadr me*
🔘🔹🔘🔹🔘🔹🔘🔹🔘🔹🔘
```2⃣ وَمَاۤ اَدۡرٰىکَ مَا لَیۡلَۃُ الۡقَدۡرِ ؕ```
*Wama Adraaka Maa lailatul Qadr*
*🍁TARJUMAH🍁*
*Aye Musalmano tum kya jaano ke Lailatul qadar kiya hai ?*
🔘🔹🔘🔹🔘🔹🔘🔹🔘🔹🔘
```3⃣ لَیۡلَۃُ الۡقَدۡرِ ۬ ۙخَیۡرٌ مِّنۡ اَلۡفِ شَہۡرٍ ؕ```
*Lailatul Qadri Qairum Min Alfi shahr*
*🍁TARJUMAH🍁*
*Shabe qadar Ek hazar mahino se bhi zyada Afzal hai*
🔘🔹🔘🔹🔘🔹🔘🔹🔘🔹🔘
```4⃣ تَنَزَّلُ الۡمَلٰٓئِکَۃُ وَالرُّوۡحُ فِیۡہَا بِاِذۡنِ رَبِّہِمۡ ۚ مِنۡ کُلِّ اَمۡرٍ ۙ```
*Tanazalul Mala'ikatu war roohu feeha bi izni rabbihim min kulli Amr*
*🍁TARJUMAH🍁*
*Iss Raat me har Mazbooth Ehkamat ko sir anjaam dene ke liye apne Rab ke hukum se farishte aur rooh ( Jibrail ) utarte hain*
🔘🔹🔘🔹🔘🔹🔘🔹🔘🔹🔘
```5⃣ سَلٰمٌ ۟ہِیَ حَتّٰی مَطۡلَعِ الۡفَجۡرِ```
*Salamun Hiya hatta Matlayil fajr*
*🍁TARJUMAH🍁*
*Salamati wali hai ye raat fajr kay tuloo hone tak*
🔘🔹🔘🔹🔘🔹🔘🔹🔘🔹🔘
*NOTE:-*
*In aayaton se pata chalta hai ki jo Surah Ad dukhan me zikr hai wo Shabe Qadr hai*
*Surah Ad dukhan me Lailatul Qadr ki sifat bayan ki hai*
🔘🔹🔘🔹🔘🔹🔘🔹🔘🔹🔘