🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃
🌺حَدَّثَنَا مَحْمُودُ بْنُ غَيْلَانَ، حَدَّثَنَا الْفَضْلُ بْنُ مُوسَى، عَنْ مُحَمَّدِ بْنِ عَمْرٍو، عَنْ أَبِي سَلَمَةَ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، قَال: قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ: أَكْثِرُوا ذِكْرَ هَاذِمِ اللَّذَّاتِ يَعْنِي: الْمَوْتَ.
🌺नबी करीम ﷺ ने फ़रमाया: लज़्ज़तों को तोड़ने वाली (यानी मौत) को कसरत से याद किया करो।
🌺Nabi kareem ﷺ ne farmaya: lazzaton ko todnay wali ( yani mout ) ko kasrat se yaad kiya karo.
🌺نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا، لذتوں کو توڑنے والی ( یعنی موت ) کو کثرت سے یاد کیا کرو۔
🌺The Messenger of Allah (ﷺ) said: ‘Frequently remember the destroyer of pleasures,’ meaning death.'
📜 *wazahat:* mout ki yaad se duniya ki be sabati zehan mein jamte hi akhirat ka khayal paida hota hai, yahi faida qabro ki zeyarat ka bhi hai, jaisa ki aap ﷺ ne farmaya ki qabron ki zeyarat kiya karo ta ke tumko apni mout (akhirat) yaad aye [📗 Abi dawud: 3235]. nabi akram ﷺ mout ko lazzaton ko mitane wali kaha yani mout ki yaad aadmi ke dil wa dimag ko duniya ki lazzaton se dur kar dete hain, ya mout ka khayal aate hi aadmi ka talluk duniya ki lazzaton aur nematon se khud ba khud khatam ho jata hai.
📚 _*sunan ibne majah: jild 5, kitab Al-zuhd 37, hadith no. 4258*_
*Grade Sahih*
●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●
●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●