find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Showing posts with label aaj ki achi baat. Show all posts
Showing posts with label aaj ki achi baat. Show all posts

Aaj ki Hadeeth.

*♡...Aˢˢᴬᴸᴬᴹᵁ     Aᴸᴬᴵᴷᵁᴹ    Wᴬ Rᴱᴴᴹᴬᵀᵁᴸᴸᴬᴴᴵ   Wᴬ  Bᴬᴿᴬᴷᴬᵀᴬᴴᵁ...♡*

*{Tum Par Salamati Ho Aur ALLAH Ki Rahamat Aur Us Ki Barkate Ho}*
*~🍃🎋🍃🎋...♡...🎋🍃🎋🍃🎋~*
🌷  ▫  *Aaj Ki Hadees*  ▫  🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hazrat Anas bin Malik (Raziyallahu Anhu) se riwaayat hai ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jab Jannat ke baaghon par guzro to khoob charo. Sahaba (Raziyallahu Anhum) ne arz kiya: Ya Rasulullah! Jannat ke baagh kya hain? Irshaad farmaaya: Zikr ke halqe. (Tirmizi: 3510)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*~🍃🎋🍃🎋...♡...🎋🍃🎋🍃🎋~*

Share:

Aaj ki Hadeeth

*♡...Aˢˢᴬᴸᴬᴹᵁ     Aᴸᴬᴵᴷᵁᴹ    Wᴬ Rᴱᴴᴹᴬᵀᵁᴸᴸᴬᴴᴵ   Wᴬ  Bᴬᴿᴬᴷᴬᵀᴬᴴᵁ...♡*

*{Tum Par Salamati Ho Aur ALLAH Ki Rahamat Aur Us Ki Barkate Ho}*
*~🍃🎋🍃🎋...♡...🎋🍃🎋🍃🎋~*
🌷  ▫  *Aaj Ki Hadees*  ▫  🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Rasulullah ﷺ ne farmaaya: Jo shakhs hamaare badon ki Izzat na kare aur Chhoton par shafqat na kare woh ham mein se nahin. (Tirmizi: 1919)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*~🍃🎋🍃🎋...♡...🎋🍃🎋🍃🎋~*

Share:

Aaj ki Pyari Hadeeth.

    ﷽   
  *Aaj ki pyari dua !*  
  *☀  *
*Nabi (ﷺ) jab apne bistar pe jate to kehte,when he went to his bed, the Messenger of Allah (ﷺ) used to say : *
  *"‏ الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي أَطْعَمَنَا وَسَقَانَا وَكَفَانَا وَآوَانَا وَكَمْ مِمَّنْ لاَ كَافِيَ لَهُ وَلاَ مُؤْوِيَ ‏"‏*
*Al-ḥamdulillāhi allazhi aṭ`amanā wa saqānā wa kafānā wa āwānā, wakam mimman lā kāfiya lahu wa lā mu'wiy).”*
*Tamaam tarife us Allah ke liye hain jisne ham ko khilaya aur pilaya aur bachaya ham ko (makhlooq ke shar se) aur ham ko (rehne sehne ke liye) thikana diya,jab ke kitne hi aise loog hain jinka na koe himayati aur muhafiz hai aur na hi koe thikana aur jaye rihayesh -*
*English translation*
*“All praise is due to Allah, who has fed us and given us to drink, and has sufficed and granted us refuge, and how many are they who have none to suffice them and none to grant them refuge.*
*[ Jami` at-Tirmidhi : 3396 ]*
----------------------------------------
Share:

Aaj ki hadeeth

🍂🌿🍂🌿  ﷽  🌿🍂🌿🍂
          *︵︷︵︷︵︷︵︷︵​︷︵*
         *✧​ Aaj Ki Achchi Baat ✧​*
          *︶︸︶︸︶︸︶︸︶︸︶*
         *

❧ Gunaah Nahi Chhoot Raha
             Ye Fikr ki Baat Hai..
  
❧ Magar Zameer malamat bhi
nhi Kar rha Ye Khatre ki Baat hai,

🍂🌿🍂🌿🍂🌿🍂🌿🍂🌿

Share:

Aaj ki Pyari Hadeeth

*🍂🌿🍂🌿    ﷽    🌿🍂🌿🍂*

    🔅 🔆 *Aaj ki pyari ayat !* 🔆 🔅

  *☀ 🌙*

وَإِذْ فَرَقْنَا بِكُمُ الْبَحْرَ فَأَنجَيْنَاكُمْ وَأَغْرَقْنَا آلَ فِرْعَوْنَ وَأَنتُمْ تَنظُرُونَ

And when We parted the sea for you, so We saved you and drowned the followers of Firon and you watched by.

Roman Urdu

aur jab hum ne tumhaare liye darya cheer(phaad) diya aur tumhe us se paar kar diya aur ferauniyo ko tumhaari nazro ke saamne us mein dubo diya

(Quran : Surah Al-Baqara,Verse 50 )

----------------------------------------------------

Share:

Aaj ki Pyari Hadeeth

*🍂🌿🍂🌿    ﷽    🌿🍂🌿🍂*

🔅 🔆 *Aaj ki pyari hadees !* 🔆 🔅

 
Muhammad Sallallahu álayhi wa sallam ne farmaya !

Allah ta ala chori ke maal se koe sadqa qubuul nahi karta,aur na hi begair wozu ke koe namaz -

English

Messenger of Allah (ﷺ) said :

Allah does not accept charity from goods acquired by embezzlement as He does not accept prayer without purification.

Grade: Sahih (Al-Albani)

[ Sunan Abi Dawud : 59 ]

----------------------------------------

Share:

Aaj ki Achi Baat.

    
          *︵︷︵︷︵︷︵︷︵​︷︵*
         *✧​ Aaj Ki Achchi Baat ✧​*
          *︶︸︶︸︶︸︶︸︶︸︶*
        
*❧ Aapki Khushyon Mein Vo Log*
    *Shamil Hote Hain Jinhe Aap*
                  *Chahte Hain,*
   *❧ Lekin Aapke Dukh Mein Vo*
*Log Shamil Hote Hain Jo Aapko*
                  *Chahte Hain..*

Share:

Aaj ki Achi Baat

  ﷽  
          *︵︷︵︷︵︷︵︷︵​︷︵*
         *✧​ Aaj Ki Achchi Baat ✧​*
          *︶︸︶︸︶︸︶︸︶︸︶*
        
    ❧ Duniya Tumhein Us Waqt
           Tak Nahi Hara Sakti,
    ❧ Jab Tak Tum Khud Se Na
                   Haar Jaao..

Share:

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS