find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Showing posts with label dua kyu qabool nahi hoti hai. Show all posts
Showing posts with label dua kyu qabool nahi hoti hai. Show all posts

Juma ko jyada se Jyada Durud Padhna Chahiye.

🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺

Jum'a ko zyada se zyada durood padhna chahiye
( Kitab-Abu Dawud
Hadees No. 1047)

🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸

"Durood ek Dua he
Jo ham Rasul
sallallahu alaihiwasallam ke liye Allah se mangte he"
💐💐💐💐💐💐💐💐

"Sabse Afzal Durood
Durood-e-Ibrahim he
Jo ham Namaz me Padhte hai jiska matlab he

Ay Allah Rehmat nazil farma Muhammad
Sallallahu alahiwasallam par  Or unki Aal-Aulaad par,
Jese ke tune rehmat naazil farmayi Ibrahim alaihissalam par
Aur unki Aal_Aulaad par

Beshak tu Taarif ke layak Buzurgi wala hai..!

🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺 👉1⃣Jumme ke din janha do aadmi baithe ho un ke beech me dakhil na ho

👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴

👉2⃣Jumme ke din kisi musalmaan bhai ko uski jagah se utha kar khud wanha na nbaithe
👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴

👉Sahi bukhari jild no : 2
👉Hadith no : 910/11
👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴

👉 Jumme ke Khutbe ke dauran jab koi masjid me dakhil ho tou halki 2 rakte tehtul masjid padhle baithne se pehele

🌴👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴👇

👉Sahi bukhari jild no : 2
👉Hadith no : 931

👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴

👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴

👉 janab ibne umar radhi Allahu talanahu se riwayat hai ke rasool Allah sallallahu alaihi wasallam jumme ke baad apne ghar me 2 rakaate padhte the

👉 tashri : yeh amal ghar par padhne ke liye hai muqtadi masjid me hai tou 4 rakaate padhega aur ghar par padhni hai tou 2 rakaate
Wallahu aalam

👉 Sunan nisai jild no : 4

👉 Hadith no : 1429

👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴

Share:

Subah Me Padhe Jane wali Duayein

  {Morning_Reminder}

*BismiAllahiarrahmaniarraheem*

➡️ Recite Aytul kursi (×1)

➡️ Recite Al-Ikhlas (×3)

➡️ Recite Al-Falaq  (×3)

➡️ Recite An-Nas   (×3)

➡️ Allaahumma bika 'asbahnaa, wa bika 'amsaynaa, wa bika nahyaa, wa bika namootu wa 'ilaykan-nushoor (×1)

➡️ Hasbiyallaahu laa 'ilaaha 'illaa
Huwa 'alayhi tawakkaltu wa Huwa Rabbul-'Arshil-'Adheem (×7)

➡️ Bismillaahil-lathee laa yadhurru ma'as-mihi shay'un fil-'ardhi wa laa fis-samaa'i wa Huwas-Samee 'ul- 'Aleem (×3)

➡️ Allaahumma 'Anta Rabbee laa 'ilaaha 'illaa 'Anta, khalaqtanee wa 'anaa 'abduka, wa 'anaa 'alaa 'ahdika wa wa'dika mas-tata'tu, 'a'oothu bika min sharri maa sana'tu, 'aboo'u laka bini'matika 'alayya, wa 'aboo'u bithanbee faghfir lee fa'innahu laa yaghfiruth-thunooba 'illaa 'Anta (×1)

➡️ Radheetu billaahi Rabban, wa bil-'Islaami deenan, wa bi-Muhammadin (sallallaahu 'alayhi wa sallama) Nabiyyan (×3)

➡️ Yaa Hayyu yaa Qayyoomu birahmatika 'astagheethu 'aslih lee sha'nee kullahu wa laa takilnee 'ilaa nafsee tarfata 'aynin (×1)

➡️ Subhaanallaahi wa bihamdihi (×100)

➡️ Laa 'ilaaha 'illallaahu wahdahu laa shareeka lahu, lahul-mulku wa lahul-hamdu, wa Huwa 'alaa kulli shay'in Qadeer (×10 or ×100)

➡️ Subhaanallaahi wa bihamdihi: 'Adada khalqihi, wa ridhaa nafsihi, wa zinata 'arshihi wa midaada kalimaatihi (×3)

➡️ Allaahumma 'innee 'as'aluka 'ilman naafi'an, wa rizqan tayyiban, wa 'amalan mutaqabbalan (×1)

➡️ Astaghfirullaaha wa 'atoobu 'ilayhi (×100)

➡️ Allahumma salli wa sallim 'alaa nabiyyinaa Muhammadin (×10)

{All the dua's above mentioned are authentic with hadeeth num if needed}

Share:

Durud-E-Ibrahimi

*السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ*

🍀 *DAROOD E IBRAHEEMI* 🍀

🌴 *Arabic* 🌴

*✨اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ، وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ، كَمَا صَلَّيْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ، إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ.✨*
  *✨اللَّهُمَّ بَارِكْ عَلَى مُحَمَّدٍ، وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ، كَمَا بَارَكْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ، وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ، إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيد.✨ٌ*

🌴 *Roman Urdu* 🌴

  *✨Aye Allah ta"ala ! apni rahmat naazil farama mohammad sallallahu alaihi wasallam aur aal e muhammad sallallahu alaihi wasallal par jaisa ki tune apni rahmat naazil farmayi  Ibraheem alaihessalam par aur aal e abraaham alaihessalam par. beshak tu badi taarif  wala aur buzurgi wala hai.✨*
  *✨Aye Allah ta"ala ! barkat naazil farama mohammad sallallahu alaihi wasallam par  aur aal e muhammad sallallahu alaihi wasallam par jaisa ki tune barkat naazil farmayi lbraheem alaihessaalam aur aal e  ibraheem par. beshak tu badi taarif wala aur buzurgi wala hai.✨*

💐 *sahih al bukhari* 💐
💐 *hadith : 3370* 💐

🌹 *Jazakallah khair* 🌹

Share:

Aaj ki Pyari Hadeeth

🍂🌿🍂🌿    ﷽    🌿🍂🌿🍂

🔅 🔆 *Aaj ki pyari dua !* 🔆 🔅

  *☀  🌙*

*Jab mariiz (bimaar) se mile to ye dua de !*

   *لاَ بَأْسَ طَهُورٌ إِنْ شَاءَ اللَّهُ‏*

*Labasa tahorun in sha Allah*

*Koe harj nahi,agar Allah ne chaha to ye biimri gunahon se paak karne wali hai.*

*English translation*

*No harm, (it will be a) purification (from sins), if Allah wills*

*[ Sahih al-Bukhari : 3616 ]*

----------------------------------------------------

Share:

Aaj ki Pyari Hadeeth

🍂🌿🍂🌿    ﷽    🌿🍂🌿🍂

🔅 🔆 *Aaj ki pyari hadees !* 🔆 🔅

   *☀🌙*

Muhammad Sallallahu álayhi wa sallam ne farmaya !

Jab aadmi apni biiwi par kharch kare aur usse sawaab ki umeed rakhta hoto ye iske liye sadqa hoga -

English

Messenger of Allah (ﷺ) said:

When a man spends on his family, seeking reward for that, that is an act of charity on his part."

Grade: Sahih (Darussalam)

[ Sunan an-Nasa'i : 2545 ]

----------------------------------------

Share:

Aaj Ki Pyari Hadeeth.

*🍂🌿🍂🌿    ﷽    🌿🍂🌿🍂*

    🔅 🔆 *Aaj ki pyari ayat !* 🔆 🔅

  *☀ 🌙*

هُوَ الَّذِي خَلَقَ لَكُم مَّا فِي الْأَرْضِ جَمِيعًا ثُمَّ اسْتَوَىٰ إِلَى السَّمَاءِ فَسَوَّاهُنَّ سَبْعَ سَمَاوَاتٍ وَهُوَ بِكُلِّ شَيْءٍ عَلِيمٌ

He it is Who created for you all that is in the earth, and He directed Himself to the heaven, so He made them complete seven heavens, and He knows all things.

Roman Urdu

wo Allah jis ne tumhaare liye zameen ki tamaam cheezo ko paida kiya phir asmaan ki taraf  qasd kiya aur un ko theek thaak saath asmaan banaaya aur wo har cheez ko jaanta hai

(Quran :Surah Al-Baqara, Verse 29)

----------------------------------------------------

Share:

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS