🔲 *Sadqa-Khayrat ke Haqiqi Haq-dar kaun?*
🌷
لِلْفُقَرَآءِ ٱلَّذِينَ أُحْصِرُوا۟ فِى سَبِيلِ ٱللَّهِ لَا يَسْتَطِيعُونَ ضَرْبًۭا فِى ٱلْأَرْضِ يَحْسَبُهُمُ ٱلْجَاهِلُ أَغْنِيَآءَ مِنَ ٱلتَّعَفُّفِ تَعْرِفُهُم بِسِيمَٰهُمْ لَا يَسْـَٔلُونَ ٱلنَّاسَ إِلْحَافًۭا ۗ وَمَا تُنفِقُوا۟ مِنْ خَيْرٍۢ فَإِنَّ ٱللَّهَ بِهِۦ عَلِيمٌ
*"Sadqaat ke must'hiq (haq-dar) sirf wo ghurba (Garib) hai jo Allah ki raah me rok diye gaye jo mulk me chal-phir nahi sakte; nadaan log unki be-sawaali ki wajeh se unhe maaldaar samajte hai, aap unke chehre dekh kar se unhe pehchaan lenge, wo logo se chimat kar sawaal nahi karte (logo se samne hath nahi failate); tum jo kuch maal kharch karo to Allah Ta'ala us ka jaan'ne waala hai".*
📕(Surah 2 Baqarah : Ayat 273)
◻ ◻ ◻ ◻ ◻ ◻
🌷......✒......🌷
*Aaj ki Ayat*
by
Akhi _Abu Inayah