find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Showing posts with label ho. Show all posts
Showing posts with label ho. Show all posts

Asli Pehalwan kaun?

*🔘Pehalwaan kon?​🔘*

حَدَّثَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ يُوسُفَ، أَخْبَرَنَا مَالِكٌ، عَنِ ابْنِ شِهَابٍ، عَنْسَعِيدِ بْنِ الْمُسَيَّبِ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ، أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ: لَيْسَ الشَّدِيدُ بِالصُّرَعَةِ، إِنَّمَا الشَّدِيدُ الَّذِي يَمْلِكُ نَفْسَهُ عِنْدَ الْغَضَبِ​
*Tarjumah:* Hum se Abdullah bin Yousuf ne bayan kiya, unhon ne kaha hum ko Imam Malik ne khabar di, unhein Ibn-e-Shihaab ne, unhein Sa’eed bin Musayyab ne aur unhein Abu Hurairah Radhiallahu Anhu ne ke Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaaya “Pehalwaan woh nahi hai jo kushti ladne mein ghaalib ho jaaye balke asli pehalwaan to woh hai jo ghusse ki haalat mein apne aap par qaabu paaye be-qaabu na ho jaaye.”
*(Sahih Bukhari: 6114)*

#Pehalwaan
#Asli_Pehalwaan
#Gussa
#Gussa_ko_qaabu_mein_rakhna

🌹Please Share with Our Muslims Brother and Sister.🌹
-------------------

Share:

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS