*🍂🌿🍂🌿 ﷽ 🌿🍂🌿🍂*
🔅 🔆 *Aaj ki pyari dua !* 🔆 🔅
*☀
*Abdullah raziyallahu anhu ne kaha ke : Rasulullah (ﷺ) jab safar karte to kehte, Abdullah bin Sarjis narrated that:*
*When the Prophet (ﷺ) wanted to travel, he would say :*
*اللَّهُمَّ أَنْتَ الصَّاحِبُ فِي السَّفَرِ وَالْخَلِيفَةُ فِي الأَهْلِ اللَّهُمَّ اصْحَبْنَا فِي سَفَرِنَا وَاخْلُفْنَا فِي أَهْلِنَا اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ وَعْثَاءِ السَّفَرِ وَكَآبَةِ الْمُنْقَلَبِ وَمِنَ الْحَوْرِ بَعْدَ الْكَوْنِ وَمِنْ دَعْوَةِ الْمَظْلُومِ وَمِنْ سُوءِ الْمَنْظَرِ فِي الأَهْلِ وَالْمَالِ*
*(Allāhumma antaṣ-ṣāḥibu fis safari wal-khalīfatu fil-ahli, allāhumma aṣḥabnā fī safarinā wakhlufnā fī ahlinā. Allāhumma innī a’ūdhu bika min wa`thā’is-safari wa ka’ābatil-munqalab, wa minal-ḥawri ba`dal-kawni, wa min da`watil-maẓlūm, wa min sū’il-manẓari fil-ahli wal-māl).”*
*Aye Allah ! To hamare safar ka saathi hai,to hamare piche hamare ahle wa ayaal (ghar wale) ka naa'eb wa khalifa hai,aye Allah ! To hamare saat reh hamare is safar me to hamara naa'eb wa khalifa ban ja hamare ghar walo me,aye Allah mai teri panaah chata hoon safar me takeef wa thakaan se aur nakaam wa namuraad lautne ke gham se,aur mazloom ki bad dua se aur maal aur ahle khana me waqey shudah kisi bure manzar se (buri surat haal se)*
*English translation*
*O Allah, You are the companion on the journey, and the caretaker for the family, O Allah, accompany us in our journey, and watch over our families, O Allah, I seek refuge in You from the difficulties of the journey, and from returning in great sadness, and from loss after increase, and from the supplication of the oppressed, and from someone looking with evil at our families and wealth*
*Grade: Sahih (Darussalam)*
*[ Jami` at-Tirmidhi 3439 ]*
----------------------------------------