find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Showing posts with label ager kisi shakhs ka zulm kisi ki izzat pe ho to maaf kra lein warna qyamat ke din na Dirham hogi na dinaar. Show all posts
Showing posts with label ager kisi shakhs ka zulm kisi ki izzat pe ho to maaf kra lein warna qyamat ke din na Dirham hogi na dinaar. Show all posts

Dimag ke Aqsaam. Dimaag kitne Qism ke Hote hai.

🔲 *Aap kis category me aate hai?*

🌍 Aam taur par Insano me 3 tarah ke brains hote hai:

*1⃣. Body Building Brain*

◼Yani Mazboot Dimag. Jinki Yad'dasht bahut mazboot hoti hai aur har padhi hui chiz dimag me yaad rahe jati hai.

◼Aise log kisi ek Field (Shobe) me Mahir (expert) hote hai.

*2⃣. Runner Brain*

◼Ye wo log hote hai jinki Dilchaspi kisi ek chiz me nahi hoti hai. Waqt ke hisab se interest badlta jata hai. Inko naye naye chizo ke bareme ilm hasil karne me maza ata hai.

◼Duniya me aise logo ki tadad zyada hai.

*3⃣. Fatty Brain*

◼Ye log Dimagi taur par kamzor hote hai.

📝 *"A motivational series"* by _Akhi Abu

Share:

Ager kisi Shakhs ka zulm kisi ki Izzat Pe Ho to Maaf kra Lein.

🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃

🌺حَدَّثَنَا آدَمُ بْنُ أَبِي إِيَاسٍ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا ابْنُ أَبِي ذِئْبٍ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا سَعِيدٌ الْمَقْبُرِيُّ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏ ""مَنْ كَانَتْ لَهُ مَظْلَمَةٌ لِأَخِيهِ مِنْ عِرْضِهِ أَوْ شَيْءٍ فَلْيَتَحَلَّلْهُ مِنْهُ الْيَوْمَ قَبْلَ أَنْ لَا يَكُونَ دِينَارٌ وَلَا دِرْهَمٌ، ‏‏‏‏‏‏إِنْ كَانَ لَهُ عَمَلٌ صَالِحٌ أُخِذَ مِنْهُ بِقَدْرِ مَظْلَمَتِهِ، ‏‏‏‏‏‏وَإِنْ لَمْ تَكُنْ لَهُ حَسَنَاتٌ أُخِذَ مِنْ سَيِّئَاتِ صَاحِبِهِ فَحُمِلَ عَلَيْهِ""، ‏‏‏‏‏‏قَالَ أَبُو عَبْد اللَّهِ:‏‏‏‏ قَالَ إِسْمَاعِيلُ بْنُ أَبِي أُوَيْسٍ:‏‏‏‏ إِنَّمَا سُمِّيَ الْمَقْبُرِيَّ لِأَنَّهُ كَانَ نَزَلَ نَاحِيَةَ الْمَقَابِرِ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ أَبُو عَبْد اللَّهِ، ‏‏‏‏‏‏وَسَعِيدٌ الْمَقْبُرِيُّ:‏‏‏‏ هُوَ مَوْلَى بَنِي لَيْثٍ، ‏‏‏‏‏‏وَهُوَ سَعِيدُ بْنُ أَبِي سَعِيدٍ وَاسْمُ أَبِي سَعِيدٍ كَيْسَانُ.

🌺नबी करीम ﷺ ने फ़रमाया: अगर किसी शख़्स का ज़ुल्म किसी दूसरे की इज़्ज़त पर हो या किसी तरीक़े (से ज़ुल्म किया हो) तो आज ही, इस दिन(कयामत) के आने से पहले माफ़ करा ले जिस दिन ना दीनार होंगे, ना दिरहम, बल्कि अगर उस का कोई नेक अमल होगा तो उस के ज़ुल्म के बदले में वही ले लिया जाएगा और अगर कोई नेक अमल उस के पास नहीं होगा तो उस के (मज़लूम) साथी की बुराईयां इस पर डाल दी जाएँगी।

🌺Nabi kareem ﷺ ne farmaya: agar kisi shakhs ka zulm kisi dosray ki izzat par ho ya kisi tareeqe (se zulm kiya ho) to aaj hi, is din(Qayamat) ke aane se pehle maaf kara le jis din nah dinar honge, nah dirham, balkay agar is ka koi naik amal ho ga to is ke zulm ke badle mein wohi le liya jayega aur agar koi naik amal is ke paas nahi ho ga to is ke (mazloom) saathi ki buraiyan is par daal di jayengi.

🌺نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا، اگر کسی شخص کا ظلم کسی دوسرے کی عزت پر ہو یا کسی طریقہ ( سے ظلم کیا ہو ) تو آج ہی، اس دن کے آنے سے پہلے معاف کرا لے جس دن نہ دینار ہوں گے، نہ درہم، بلکہ اگر اس کا کوئی نیک عمل ہو گا تو اس کے ظلم کے بدلے میں وہی لے لیا جائے گا اور اگر کوئی نیک عمل اس کے پاس نہیں ہو گا تو اس کے ( مظلوم ) ساتھی کی برائیاں اس پر ڈال دی جائیں گی۔

🌺Allah's Apostle ﷺ said, Whoever has oppressed another person concerning his reputation or anything else, he should beg him to forgive him before the Day of Resurrection when there will be no money (to compensate for wrong deeds), but if he has good deeds, those good deeds will be taken from him according to his oppression which he has done, and if he has no good deeds, the sins of the oppressed person will be loaded on him.

📜 *wazahat:* yani zulm karne waale apne zulm ke sabab qayamat ke din mukhtalif qism ke masaib se do char hoga, jahan uske paas na koi dinaar hoga na dirham, jis se wo apne upar hone wale azaab ko hata sake,  badi afsos ki baat hogi qayamat ke din uske hisaab ke waqt ke jab zulm karne wale ki nekiyan mazlum ko de di jayen yaa mazlum ke gunaah zulm karne wale par laad diya jaye, har kisi ko chahiye ke duniyan mein ek dusre ke saath husn suluq aur khair khwahi ka muamla rakhe, ek dusri hadees [📗Bukhari sharif: 2448] mein *Allah ke nabi ﷺ ne mazlum ki bad-dua se bachte rehne ki hidayat di hai, kyun ke mazlum ki bad-dua aur Allah ke beech koi parda nahi hota.*

📚 _*Bukhari sharif: jild 3, kitab Al-Mazalim 46, hadith no. 2449*_

●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●

●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●

Share:

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS