find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Showing posts with label ramdhaan ka isteqbaal kaise karein. Show all posts
Showing posts with label ramdhaan ka isteqbaal kaise karein. Show all posts

Ramzan ke Mashail.

🌹As salamu alaikum warahmatullahi wabarakatuh🌹

🎋Bismillah hir rahma nir raheem🎋
*RAMZAN* *KE* *MASAEEL*
🌈Quran mein Allah taa'ala farmate hain :tum (aurtein) namaz ki paband raho aur zakat adaa karti raho! Aur Allah aur uske Rasool ki farmabardari karti raho🍃

*SURAH* *AHZAB* *AYET* **33

*FAYEDA* : AGAR Aurton ke paas nisab ke Barabar zarurat se zeyada maal ho ya sona ya chandi ho aur uss par saal guzar jaye toh usme se zakat nikalna farz hain!!

🌈Rasool Allah Sal allahu alaihi wasallam ne farmaya - Sadqa musibat ke sattar (70) darwaze band kar deta hain🍃

*TABRANI* **4276*

🌈Ek dusri hadith mein Aap sal Allahu Alaihi wasallam ne farmaya - Sadqa Allah taa'ala ke gusse ko thanda karta hain🍃

*TIRMIDHI*  *664*
🌈Hazrat ayisha radi allahu anha farmati hain ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke zamane mein jab hum log haiz (periods) se hote aur uski wajah se namaz roza kuch nahi kar sakte toh hume un dino ke qaza rozo ko rakhne ka huqm diya jata tha aur qaza namazein padne ka huqm nahi diya jata tha🍃

*MUSLIM*  **673*

Share:

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS