find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Showing posts with label momin ki mishaal. Show all posts
Showing posts with label momin ki mishaal. Show all posts

Momin ki Mishaal.

🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃

🌺‏‏‏‏ حَدَّثَنَا إِبْرَاهِيمُ بْنُ الْمُنْذِرِ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ حَدَّثَنِي مُحَمَّدُ بْنُ فُلَيْحٍ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ حَدَّثَنِي أَبِي، ‏‏‏‏‏‏عَنْ هِلَالِ بْنِ عَلِيٍّ مِنْ بَنِي عَامِرِ بْنِ لُؤَيٍّ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ عَطَاءِ بْنِ يَسَارٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ ""قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ مَثَلُ الْمُؤْمِنِ كَمَثَلِ الْخَامَةِ مِنَ الزَّرْعِ، ‏‏‏‏‏‏مِنْ حَيْثُ أَتَتْهَا الرِّيحُ كَفَأَتْهَا، ‏‏‏‏‏‏فَإِذَا اعْتَدَلَتْ تَكَفَّأُ بِالْبَلَاءِ، ‏‏‏‏‏‏وَالْفَاجِرُ كَالْأَرْزَةِ، ‏‏‏‏‏‏صَمَّاءَ مُعْتَدِلَةً حَتَّى يَقْصِمَهَا اللَّهُ إِذَا شَاءَ"".

🌺रसूल अल्लाह ﷺ ने फरमाया: की मोमिन की मिसाल पौदे की पहली निकली हुई हरी शाख़ जैसी है कि जब भी हवा चलती है उसे झुका देती है फिर वो सीधा हो कर मुसीबत बर्दाश्त (सब्र) करने में कामयाब हो जाता है और बदकार की मिसाल सनोबर के दरख़्त जैसी है की सख़्त होता है और सीधा खड़ा रहता है यहां तक कि अल्लाह ताला जब चाहता है उसे उखाड़ कर फेंक देता है।

🌺 Rasool Allah ﷺ ne farmaya: ke momin ki misaal paode ki pehli nikli hui hari shaakh jaisi hai ke jab bhi haws chalti hai usay jhuka deti hai phir woh seedha ho kar museebat bardasht (sabr) karne mein kamyaab ho jata hai aur badkaar ki misaal Sanober ke darakht jaisi hai ke sakht hota hai aur seedha khara rehta hai yahan tak ke Allah taala jab chahta hai usay ukhaar kar phenk deta hai.

🌺 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: کہ مومن کی مثال پودے کی پہلی نکلی ہوئی ہری شاخ جیسی ہے کہ جب بھی ہوا چلتی ہے اسے جھکا دیتی ہے پھر وہ سیدھا ہو کر مصیبت برداشت کرنے میں کامیاب ہو جاتا ہے اور بدکار کی مثال صنوبر کے درخت جیسی ہے کہ سخت ہوتا ہے اور سیدھا کھڑا رہتا ہے یہاں تک کہ اللہ تعالیٰ جب چاہتا ہے اسے اکھاڑ کر پھینک دیتا ہے۔

🌺Prophet ﷺ said: “The example of a believer is that of a fresh tender plant; from whatever direction the wind comes, it bends it, but when the wind becomes quiet, it becomes straight again. Similarly, a believer is afflicted with calamities (but he remains patient till Allah removes his difficulties.) And an impious wicked person is like a pine tree which keeps hard and straight till Allah cuts (breaks) it down when He wishes.”

📜 *wazahat:* yaani ek pokhta imaan wala momin mushkil musibat pareshani ke waqt sabr karta hai bardasht karta hai, aur jab mushkile dur ho jaye toh fir wo apne imaan ka muhasiba kar apna deeni safar jaari rakhta hai. Aap nabi kareem ﷺ ne farmaya: ek musalman ki misaal khujur ke darakht jaisi hai, jiske patte kabhi nahi jhadte [📗Bukhari: 131]. Aur ALLAH swt ne farmaya _Kya aap ne nahi dekha kay Allah Taalaa ne pakeeza baat ki misaal kis tarah bayan farmaee misil ek pakeeza darakht kay jiss ki jarr mazboot hai aur jiss ki tehniyan aasman mein hain [📖Quran 14:24]._ aur ek badkar shakhs ki misal sanober ke perr jaisi hai jo akad kar ekdam sidha khada hota hai, jise Allah swt jab chahe ukhad phenk de.

📚 _*Sahih Bukhari: jild-7, Kitab ul Marz 75, hadith no. 5644*_

●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●

●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●

Share:

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS