find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Showing posts with label surah Al Mulk ki Fazilat. Show all posts
Showing posts with label surah Al Mulk ki Fazilat. Show all posts

Surah Al Mulk ki Fajilat.

🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃

🌺حَدَّثَنَا عَمْرُو بْنُ مَرْزُوقٍ، ‏‏‏‏‏‏أَخْبَرَنَا شُعْبَةُ، ‏‏‏‏‏‏أَخْبَرَنَا قَتَادَةُ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ عَبَّاسٍ الْجُشَمِيِّ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، ‏‏‏‏‏‏عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏   سُورَةٌ مِنَ الْقُرْآنِ ثَلَاثُونَ آيَةً تَشْفَعُ لِصَاحِبِهَا حَتَّى يُغْفَرَ لَهُ:‏‏‏‏ تَبَارَكَ الَّذِي بِيَدِهِ الْمُلْكُ .

🌼रसूल अल्लाह ﷺ ने फ़रमाया: क़ुरआन की एक सूरह जो तीस आयतों वाली है अपने पढ़ने वाले की सिफ़ारिश करेगी यहां तक कि इस की मग़फ़िरत हो जाये और वो (सुरह मुल्क: 67) है।

🌺Rasool Allah ﷺ ne farmaya: quran ki ek surah jo tees ayaton wali hai apne parhnay walay ki sifarish kare gi yahan tak ke iski maghfirat ho jaye aur woh (surah mulk: 67) hai.

🌼رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: قرآن کی ایک سورۃ جو تیس آیتوں والی ہے اپنے پڑھنے والے کی سفارش کرے گی یہاں تک کہ اس کی مغفرت ہو جائے اور وہ _"تَبٰرَکَ الَّذِیۡ  بِیَدِہِ  الۡمُلۡکُ"_ (سورہ الملك: 67 ) ہے۔

🌺The Prophet ﷺ said: A surah of the Quran containing thirty verses will intercede its reader till he will be forgiven. That is: Blessed is He in Whose Hand is the sovereignty (Surah 67).

📜 *wazahat:* Iss hadees se murad aur maqsood yeh hai ke insaan is surah ko har raat padhe aur is ke ehkaam par amal kare aur iss mein paayi jane wali baaton par imaan laaye to iss bana par yeh umeed rakhi ja sakti hai ke Allah taala ki Raza ke liye jo bhi is surah par imaan rakhay aur usay padhega aur is mein jo kuch bayan kiya gaya hai is se Ibrat haasil karte hue iske ehkaam par amal karega iske liye yeh surah (Al-Mulk: 67) Shifa'at karegi.

📚 _*Sunan Abi dawud: jild-2, kitab sahr ramzan 6, hadith no. 1400*_
*Grade: Hasan*

●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●

●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●

Share:

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS