*🍃🌹Assalamu Alaikum wa*
*Rahamatullahi wa*
*Barakatahu🌹🍃*
*🌹Bismillahirrahmanirrahim🌹*
*👉Tum logon ko kamzor maazur logon ki duaaon ki wajah se (Allah ki taraf se) madad aur Rizq diya jata hai🌹🍃*
*👉Hazrat Abu darda Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki🌹🍃*
*👉Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya🌹🍃*
*👉Mere liye , kamjor logon ko talash karo kyunki tumhey unhi ki wajah se rozi milti hai aur unhi ki wajah se tumhari madad ki jati hai🌹🍃*
*👉📗Sunan Abu Dawud, Jild 2, 822-Sahih*
*👉Hazrat Mus'ab bin Sad Radiallahu anhu se rivayat hai ki🌹🍃*
*👉RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya🌹🍃*
*👉Tum logon ko kamzor maazur logon ki duaaon ki wajah se (Allah ki taraf se) madad aur Rizq diya jata hai🌹🍃*
*👉📗Sahih Bukhari, Jild 4, 2896*
_____________________________
*👉Allah ki bandagi karo aur kisi ko iska sharik na karo aur Maa baap ke saath neki karo aur rishtedaro aur yateemo aur miskeeno aur qareebi humsayo aur ajnabi humsayo aur paas baithne walo aur musafiro aur ghulamo ke saath bhi neki karo, beshak Allah itrane wale aur fakhr (ghamand) karne walo ko pasand nahi karta🌹🍃*
*👉📗AL Quran , Surah An-Nisa (4) , Verse 36*
*👉Jo kuch neki (tum) apne waste aage bhejoge to usko ALLAH ke paas behtar aur badey Ajar ki cheez paoge aur ALLAH se bakhshish maango beshak ALLAH Bakhshne wala aur nihayat Raham wala hai🌹🍃*
*👉📗Surah Al-Muzzammil (73), #20*
____________________________
*🕋Dawat e Tauheed 🕋