Iftaar Kis Chij Se Shuru Kare?
Muhammad Sallallahu álayhi wa sallam ne farmaya !
Jab tum me se koe iftar kare to chahiye ke khajoor se iftar kare kyon ke isme barkat hai aur jise (khajoor) muyassir na hoto wo pani se iftar kare kyon ke ye pakizah cheez hai.
English
Messenger of Allah (ﷺ) said:
"When one of you breaks his fast, then let him do so with dried dates. And whoever does not find dates, then water, for it is purifying."
Grade: Sahih (Darussalam)
[ Jami` at-Tirmidhi: 695 ]
--------------------------------------------
No comments:
Post a Comment