find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Shauher ki Na Shukri karna Kaisa Hai?

Shohar Ki Na Shukri

Hazrat Abdullah ibne Abbaas Raziyallahu Anhuma Se nakal karte hai ke _*RasoolAllah ﷺ*_ ne farmaya: mujhe dozakh dikhlai gayi to is me zeyada tar Aurte'n thi jo kufr karti hai. kaha gaya ya Rasoolallah! kya woh Allah ke sath kufr karti hai ? Aap (ﷺ) ne farmaya ke shohar ki na shukri karti hai. aur ehsan ki na shukri karti hai. agar tum Umar bhar un me se kisi ke sath ehsaan karte raho. phir tumhari taraf se kabhi koi unke khayal me nagawari ki baat ho jaye to foran keh uthengi ke mai ne kabhi bhi tujh se koi bhalai nahi dekhi.
عبداللہ ابن عباس رضی اللہ عنہما سے نقل کرتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: مجھے دوزخ دکھلائی گئی تو اس میں زیادہ تر عورتیں تھیں جو کفر کرتی ہیں۔ کہا گیا یا رسول اللہ! کیا وہ اللہ کے ساتھ کفر کرتی ہیں؟ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ خاوند کی ناشکری کرتی ہیں۔ اور احسان کی ناشکری کرتی ہیں۔ اگر تم عمر بھر ان میں سے کسی کے ساتھ احسان کرتے رہو۔ پھر تمہاری طرف سے کبھی کوئی ان کے خیال میں ناگواری کی بات ہو جائے تو فوراً کہہ اٹھے گی کہ میں نے کبھی بھی تجھ سے کوئی بھلائی نہیں دیکھی۔
Narrated Ibn 'Abbas: The Prophet ﷺ said: “I was shown the Hell-fire and that the majority of its dwellers were women who were ungrateful. It was asked, Do they disbelieve in Allah? (or are they ungrateful to Allah?) He replied, They are ungrateful to their husbands and are ungrateful for the favors and the good (charitable deeds) done to them. If you have always been good (benevolent) to one of them and then she sees something in you (not of her liking), she will say, 'I have never received any good from you.
ReF      [Sahih Bukhari-29]
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS