🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ 🍂🍃
*السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ*
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
DUA QUBOOL HOTI HAI
Mahfum-e-Hadees: Abu Hurairah (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya –
“Hamesha Bandey Ki Dua Qabool Hoti Hai,..”
Jab Tak Wo Gunaah Ya Naata(Rishta) Todney Ki Dua Na Kare, Aur Jaldi Na Kare”
*Logon Ne Kaha: Ya Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ! “Jaldi Ka Kya Matlab Hai?”
*Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya: “Ki Yu Kahey Ki Maine Dua Ki
Mai Nahi Samajhta Ki Wo Qubool Hogi Phir NaUmmid Ho Jaye Aur Dua Chorr Dey.
– (Sahih Muslim Sharif)
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
*🌴Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo🌴*
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !
🌹JazakAllah Khaira Kaseera🌹
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
No comments:
Post a Comment