find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Us Shakhs ke liye Koi Khair Nahi Jo Mehmaan Nwaji Nahi Karta Hai.


 
   🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ 🍂🍃

        *السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ* 
     
       ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆   

----------------------------------------
*‼Hadith : Us shakhs mein koi khair (bhalayee) nahi jo mehman nawazi nahi karta‼*
----------------------------------------
✦ *Uqba bin aamir radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya us shakhs mein koi khair (bhalayee) nahi jo mehman nawazi nahi karta*
📚Masnad Ahmed ,17088 -Sahih
Al-Silsila As-Sahiha - 193

✦ *Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shakhs Allah aur aakhirat ke din par yakeen rakhta ho usko apne memhman ki ezzat karni chahiye*
📗Sahih Bukhari, Jild 7, 6135
*---------------------------*

      ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆

*🌴Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo🌴*

Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi  Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !

  🌹JazakAllah  Khaira Kaseera🌹

      ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS