*Bismillahirrahmanirrahim*
*NABI SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM KI QABR*
*Arabic*
عَنْ عَائِشَةَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهَا، عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ فِي مَرَضِهِ الَّذِي مَاتَ فِيهِ: ""لَعَنَ اللَّهُ الْيَهُودَ، وَالنَّصَارَى اتَّخَذُوا قُبُورَ أَنْبِيَائِهِمْ مَسْجِدًا""، قَالَتْ: وَلَوْلَا ذَلِكَ لَأَبْرَزُوا قَبْرَهُ غَيْرَ أَنِّي أَخْشَى أَنْ يُتَّخَذَ مَسْجِدًا.
*Roman Urdu*
Hazrat Aisharadiyallahu anha se riwayat hai ke Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam ne apne marz e wafat mein farmaya" Yahood (Jews)
aur Nasara (Christians) par Allah ta"ala ki la'nat ho ke unhone apne anbiya (prophets) ki qabron ko masajid bana liya. Aisha radiyallahu anha ne kaha ke agar aisa darr na hota to Aap sallallahu alaihi wasallam ki Qabr khuli rahti ( aur hujre mein na hoti ) kyun ki mujhe darr is ka hai ke kahin aap sallallahu alaihi wasallam ki Qabr bhi Masjid na bana li jaye.

*Urdu*
حضرت عائشہ رضی اللہ عنہا سے روایت ہے کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے اپنے مرض وفات میں فرمایا " یہود اور نصاریٰ پر اللہ تعالی کی لعنت ہو کہ انہوں نے اپنے انبیاء کی قبروں کو مساجد بنا لیا۔ عائشہ رضی اللہ عنہا نے کہا کہ اگر ایسا ڈر نہ ہوتا تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی قبر کھلی رہتی ( اور حجرہ میں نہ ہوتی ) کیونکہ مجھے ڈر اس کا ہے کہ کہیں آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی قبر بھی مسجد نہ بنا لی جائے۔
*English*
Narrated Aisha radiyallahu anha said, The Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam in his fatal illness said, 'Allah ta"ala cursed the Jews and the Christians because they took the graves of their Prophets as places for praying. ' Aisha radiyallahu anha added, Had it not been for that, the grave of the Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam have been made prominent but I am afraid it might be taken (as a) place for praying.
*Sahih Bukhari*
*Hadith : 1330*
*Hadith : 1330*
No comments:
Post a Comment