find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Maa Ki Nafarmani Karna Haraam Hai.

MAA KI NAFARMANI

Maa Ki Nafarmani Tum Par Haraam Ki.
     Mahfum-e-Hadees:
 Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai
Allah Ta’ala Ne ‘Maa’ Ki Nafarmani Tum Par Haraam Ki,
Aur Betiyo Ka Zinda Dafnana Haraam Kiya,
Aur Kisi Ko Na Dena Aur Dusro Se Mangne Se Manaa Kiya,
Aur Na Pasand Kiya Fizul Bakbak Karna Aur Bahot Sawaal Karna Aur Maal Barbad Karna”.
– (Bukhari Sarif, Hadees No:2247, Musakat Ka Bayan)
• Sabaq:
– Yaani Allah Ta’ala Ne Maa Ki Nafrmani Aur Betiyonko Zinda Dafnana Bhi Haraam Karar Kar Diya,
– Aur Kisiko Na Dena Matlab Sadqa-Khairaat Na Karna Aur Beja Sawal (Mangna) Karna Bhi Haraam Thehraya,
– Aur Fizul Baate Karna, Zaroorat Se Jyada Mangna, Maal Ko Barbad Karna Inn Saari Baton Ko Bhi Haraam Me Shumar Kiya Hai.
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS