AHLE HADEES na kisi imam.k.dushman hai
aur na kisi NABI.k
haan agar unka koi Qusoor hai to ye.k.wo NABUWAT ki kursi par kisi ko nhi bithhate ~
Arsh.e.ilahi ko kisi peer wali.k.liye khali nhi karate
Mante sabko hai lekin sabko unke martabe.k.mutabik
ALLAH tala Quraan mai farmata hai.k.Aaj hamne tumhare liye deen ko kamil kar diya~
aur tum par apni nematen poori kar di aur tumhare liye deen.e.islam ko pasand kar liya (al mayda 3)~~
isi tarha NABI (saw)ne farmaya:-
mai tumhen 2 cheezen chhod kr ja rha hu
jab tak tum unhe mazbooti se thame rhoge hargiz gumrah nhi hoge~
ek kitabullah aur dusri sunnate Rasool (mowatta imam malik)~~
yani Quraan hadees:-
in 2 cheezo par hi islam mukammal hua~~
aur yahi 2 cheezen Aap ummat ko bta kar is duniya se tashreef le gye ~~
Aap.k.inteqal.k.bad sahabakira bhi inhi2 cheezo par amal karte rahe~~
taba tabaeen ka bhi inhi 2 cheezo par amal rha ~
khairul Quroon wale bhi inhi 2 cheezon par amal karte rahe ~
unhen apni sari zindgi mai kabhi teesri cheez ki zaroorat mehsoos nhi hui.~
aur na teesri cheez unhone deen mai ijaad ki~
aur na hi koi teesri cheez deen mai khap sakti thi
aur na hi koi teesri cheez in 2 cheezon k muqable mai Aa sakti thi~
hujjat nama aur daleel sirf yahi 2 cheezen mani jati thi ~
in teeno zamane.k.bare mai NABI (saw) ne farmaya k sabse behtar zamana mera hai
fir uske bad wala fir uske bad wala ~
lekin inke bad jo zamana aya bas usne islam ko tehes nehes kar k rakh diya.

No comments:
Post a Comment