find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Janwer Ko Pani Pilane Ke Badle Jannat.

Kutte ko pani pilane wali Aurat ko Jannat mil gayi. 

  *Aaj ki pyari hadees !*  


Muhammad Sallallahu álayhi wa sallam nee farmaya !

*Ek shaksh raaste me safar karraha tha ke ose pyaas lagi - phir osi raaste me ek kunwan mila aur wo uske andar utar gaya aur pani piya - jab baher aaya to uski nazar ek kutte par padi jo haanp raha tha aur pyaas ki sakhti se kichad chaat raha tha - us shaksh ne shocha ke is waqt ye kutta bhi pyaas ki itni hi shiddat me mubtila hai jisme mai tha - chunache wo phir wo kunwe me utra aur apne jote me pani bharkar usne kutte ko pilaya - Allah ta ala ke yaha uska ye amal maqbool howa - aur uski magfirt kardigai - sahaba ikraam raziyallahu anhum ne puucha,ya Rasulullah (ﷺ) kya jaanwaron ke silsile me bhi hame ajar milta hai? Aap (ﷺ)  ne farmaya ke haan,har jaandaar makhlooq ke silsile me ajar milta hai -*

English

*Messenger of Allah (ﷺ) said:*

*"A man felt very thirsty while he was on the way, there he came across a well. He went down the well, quenched his thirst and came out. Meanwhile he saw a dog panting and licking mud because of excessive thirst. He said to himself, "This dog is suffering from thirst as I did." So, he went down the well again and filled his shoe with water and watered it. Allah thanked him for that deed and forgave him. The people said, "O Allah's Messenger (ﷺ)! Is there a reward for us in serving the animals?" He replied: "Yes, there is a reward for serving any animate (living being)."*

[ Sahih al-Bukhari : 2466 ]
-------------------------------

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS