Milte Waqt Aur JAte Waqt Salam KAhna Chahiye.
السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
Mafhum-e-Hadith:Milte waqt aur juda hote waqt salam kahna sunnat hai
Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Jab tum mein se koi shaksh majlis mein aaye to salam kahe aur tum mein se jab koi majlis khatam karke uthey tab bhi salam kahe
Sunan Abu Dawud, Vol 3,1765-Sahih

Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jab tum mein se koi majlis mein pauche to unhe salam kare aur phir agar waha baithna ho to baith jaye aur jab (jane ke liye) khada ho to phir salam kare
Jamia Tirmidhi , Vol 2, 602-Hasan
Jamia Tirmidhi , Vol 2, 602-Hasan
Comments: Hamare bahut se musalman bhai bahan jaate waqt ALLAH hafiz ya fi amanilah kahte hain, jabki sunnat aur behtar tareeqa ye hai ki juda hote waqt bhi Salam kaha jaye.
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo.
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !
JazakAllah Khaira Kaseera
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
No comments:
Post a Comment