find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Hidayat Kaun Deta Hai?

⭕ *HIDAYAT KAUN DEYTA HAI?*

✔ *Hidayat Sirf Allah Ta'ala Deyta Hai*

♦ *Allah Ta'ala ne farmaya: "(Aye Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam) Aap jise chahe hidayat nahi dey sakte balke Allah Ta'ala hi jise chahe hidayat aata farmata hai. Aur wo hidayth paane walon ko khoob jaanta hai"*

📚 *[Al Qasas: 56]*
﹍﹎﹍﹎﹍

⭕ *HIDAYAT KIS KO MILTI HAI*?

✔ *Hidayat us ko milti hai jo hidayat ki talash mein ho aur jis ke dil mein hidayat ke manney ka jazba ho*

♦ *Allah Ta'ala ne farmaya: "Keh do ke Allah jise chahta hai gumrah karta hai, aur jo (us ki taraf) ruju hota hai us ko zaroor apni hidayat deyta hai"*

📚 *[Ar Raad: 27]*

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS