~*╭─┄┅━━════••❂••════━━┅┄─╮*~
*🌹[ السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ○ ]🤝*
*~🍃🎋🍃🎋...♡...🎋🍃🎋🍃🎋~*
*♡[ Tum Par Salamati Ho Aur ALLAH Ki Rahamat Aur Us Ki Barkate Ho ○]♡*
~*╰─┄┅━━════••❂••════━━┅┄─╯*~
●▬▬▬▬🔛🌴🏵🌴🔛▬▬▬▬●
*♦【 أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيم○ 】♦*
*♦【 بِسْمِ اللهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيمْ○ 】♦*
*~🍃🎋🍃🎋...♡...🎋🍃🎋🍃🎋~*
*🌺حَدَّثَنَا صَدَقَةُ بْنُ الْفَضْلِ، أَخْبَرَنَا عَبْدَةُ، عَنْ هِشَامٍ، عَنْ فَاطِمَةَ، عَنْ أَسْمَاءَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهَا، قَالَتْ: قَالَ لِي النَّبِيُّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ: ""لَا تُوكِي فَيُوكَى عَلَيْكِ"".*
*🌺नबी करीम ﷺ ने फरमाया: के खैरात को मत रोको वरना तेरा रिज़्क भी रोक दिया जाएगा।*
*🌺Nabi kareem ﷺ ne farmaya: ”ke khairaat ko mat roko warna tera rizq bhi roke diya jayega.“*
*🌺نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فر مایا: ”کہ خیرات کو مت روک ورنہ تیرا رزق بھی روک دیا جائے گا۔“*
*🌺Allah's Apostle ﷺ said: “Do not withhold your money, (for if you did so) Allah would withhold His blessings from you.*
📜 *WAZAHAT: yaani momin ko khairat wa sadqa musalsal dete rehna chahiye, maal rokne se muraad bakhili/kanjusi hai jiske talluk se Allah taala ne Quran mein farmaya _Jinhen Allah Taala ne apne fazal say kuch dey rakha hai woh iss mein apni kanjoosi ko apney liye behtar khayal na keren bulkay woh inn kay liye nihayat bad tar hai an-qarib qayamat walay din yeh apni kanjoosi ki cheez kay toq daalay jayen gay [📖Quran 3:180]._ Rasool Allah ﷺ ne farmaya:* *rozana 2 farishte nazil hote hain aur farmate hain ki Ae Allah, kharch karne wale ko uska badla de aur maal ko rok kar rakhne wale ka maal barbaad kar de* *[📚Bukhari: 1442]. Wahi ek dusre moqam par Allah taala ne Quran mein uske diye hue maal ko Allah ki raah mein kharch karte rehne ka hukm farmaya: _Aey eman walon hum ne tumhe de rakha hai uss mein say kharach kertay raho iss se pehle kay woh din aaye jiss mein na tijarat hai na dosti aur shifaat aur kafir hi zalim hain. [📖Quran 2:254]._*
📚 _*Sahih Bukhari: jild 2, kitab Az zakat 24, hadith no. 1433*_
●▬▬▬▬🔜🌿⏰🌿🔜▬▬▬▬●
No comments:
Post a Comment