find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Sabse Bura Aur Sabse Acha Insaan Kaun.

Ache aur Bure log kaun hai? 

Aaj ki pyari hadees !

   *☀ [08-09-2018 | 27-12-1439] *

*Abu huraira raziyallahu anhu ne kaha ke : Rasulullah (ﷺ) koch baithe howe logo ke paas aakar tehre aur farmaya : kya mai tumhare acche logo ko tumhare bure logo me se na bata don? Loog khamosh rahe,aap  (ﷺ) ne tiin martaba yahi farmaya,ek aadmi ne kaha : Allah ke Rasool! Kyon nahi,aap hamare acche logo ko bure logo me se batadijiye,aap (ﷺ) ne farmaya : tum me behtar wo hai jisse khair (acchayi) ki umiid rakhi jaye aur jiske shar (burai) se mamoon (be khuaf) raha jaye aur tum me se bura wo hai jisse se khair ki umiid na rakhi jaye aur jis ke shar se mamoon na raha jaye -*

English

*Abu Hurairah narrated that the Messenger of Allah(s.a.w) came across some people who were sitting, so he said:*
*'Shall I not inform you of the best of you from your worst?'" He said: "They became silent, so he said that three times, then a man said: 'Of course, O Messenger of Allah! Inform us of the best among us from our worst.' He said: 'The best of you is the one whose goodness is hoped for, and people are safe from his evil. And the worst of you is he whose goodness is not hoped for, and people are not safe from his evil.'"*

Grade : Sahih (Darussalam)

[ Jami` at-Tirmidhi : 2263 ]
---------------

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS