find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Too Kya Samjhe Ke Shab-E-Qader Kya Hai?

Qader wali Raat Kaun Si Hai?
*إِنَّآ أَنزَلْنَٰهُ فِى لَيْلَةِ ٱلْقَدْرِ*

*وَمَا أَدْرَاكَ مَا لَيْلَةُ الْقَدْرِ*

*لَيْلَةُ ٱلْقَدْرِ خَيْرٌۭ مِّنْ أَلْفِ شَهْرٍۢ*

*تَنَزَّلُ ٱلْمَلَٰٓئِكَةُ وَٱلرُّوحُ فِيهَا بِإِذْنِ رَبِّهِم مِّن كُلِّ أَمْرٍۢ*

*سَلَٰمٌ هِىَ حَتَّىٰ مَطْلَعِ ٱلْفَجْرِ*

*Yaqiinan ham ne ose (Qur'an ko) Shab e Qadr me nazil farmaya -*

*To kya samjhe ke Shab e Qadr kya hai?*

*Shab e Qadr ek hazaar mahino se behtar hai -*

*Us (me har kaam) ke sar anjaam dene ko apne Rab ke hukm se farishte aur Rooh (jibrail alaihissalam) utarte hain -*

*Ye raat sarasar salamati ki hoti hai aur fajar ke tolo hone tak (rehti hai) -*

*English*
Surely We revealed it on the grand night.*
And what will make you comprehend what the grand night

*The grand night is better than a thousand months.*

*The angels and Jibreel descend in it by the permission of their Lord for every affair,*
Peace! it is till the break of the morning.
(Qur'an - Surah Al-Qadr, Verses 1- 5)
----------------------------------------------------

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS