ROZA RAKHNE KI NIYAT KAISE KARE?
Umm al Momineen Hafsa (رضي الله عنها) kehti hain: "Us shaks ka roza nahi jo Fajr se pehle rozey rakhne ki niyat na kare." [An Nasaai 2338 | sahih]
Lekin, kisi ko bhi niyat alfaaz me nahi bolni chahiye ya awaaz nikaal kar kyunke niyat bol kar karna biddat hai isliye ke ye RasulAllah (ﷺ) aur unke Sahabao me se kisi se bhi sabit nahi.
Niyat sirf dil me karni chahiye. Dil me roza rakhne ka irada Fajr se phle!
Ek duaa jo logo me bohot zada aam hai "وَبِصَوْمِ غَدٍ نَوَيْتُ مِنْ شَهْرِ رَمَضَانَ" (mai kal roza rakhne ka irada karta hoon ramzan ke mahine me) ye duaa sahih NAHI hai.
Ye duaa kisi hadees ki kitaab me zaeef hadees me bhi shamil nahi hai. Ye duaa logo ne khud bana kar aam kardi hai is liye ye duaa mat padhiye sirf dil me roza rakhne ka irada karen Fajr se pehle.
Ye duaa kisi hadees ki kitaab me zaeef hadees me bhi shamil nahi hai. Ye duaa logo ne khud bana kar aam kardi hai is liye ye duaa mat padhiye sirf dil me roza rakhne ka irada karen Fajr se pehle.
- Kya Napaki Ki Halat Me Sehri Kha Sakte Hai?
- Haamila Aur Doodh Pilane Waali Aurat Ke Liye Roze Ke Ahkaamat
- Ramzan ke Mahine Me Shaitan Ko Kaid Kar Liya Jata Hai.
- Taraweeh Ki Namaj 8 ya 20 rakaat Sunnat HAi?
- Ramzan Ke Mahine Me Kya Aurat Haiz ko rokne ke liye Dawa Le Sakti hai?
- Iftar ke Waqt Padhi Jane wali Dua.
- Kiske Nam Se Mannat Mangna Chahiye?
Ramzan Ka Mahina Kaisa Mahina Hai? - ramzan Ke mahine me Jhoot nahi bolne walo ko khush khabri.
- Quran Padhne Walo Ki Azmat
- Roza Ke Fazail Wa Masail,Ramzan Ka Chaand Aur Dua
- Roza Farz Hone Ke Sharayet, Kis Par Ramzan Ke Roze Farz Hain
- Rozedar Ke Liye Jayez Kaam
- Roze Ki Niyat Ke Masail ~ Kya Har Roze Ke Liye Niyat Karna Hoga
- Iftar Ka Waqt Aur Uske Masail~ Iftar Ki Dua, Iftar Ka Sahih Waqt
- Musaafir Ke Roze Ke Ahkaam Aur Masail
Masha Allah
ReplyDeleteRamzan ke bare me galat messages failane se hame bachna chahiye.
Wowwwww
ReplyDeleteNice
Roza rakhne ke liye niyat kya hai .farz .sunnat . Mustahhab.wajib
ReplyDelete