find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Bhook ko Jhoot Bol kar Nakar Nahi Dena Chahiye.

Asma’ bint Yazid raziyallahu anha ne kaha ke:
Nabi (ﷺ) ki khidmat me khana laya gaya to Aap (ﷺ) ne ham se khane ko kaha,ham ne kaha ke: hame iski khwaahish nahi hai (bhook nahi),is par Aap (ﷺ) ne farmaya: tum log bhook aur jhuut ko ikathha na karo.

English
was narrated that Asma’ bint Yazid said:
“Some food was brought to the Prophet (ﷺ) and it was offered to us. We said: ‘We do not have any appetite for it.’ He said: ‘Do not combine hunger and lies.’”

Grade: Hasan (Darussalam)
[ Sunan Ibn Majah: 3298 ]
Note: kai baar aise hota hain ke ham kisi ke ghar par jate hain to ghar wale hame khana khane ke liye kehte hain,to hame chahiye ke agar hame bhook hoto to khalena chahiye, Jhuut nahi bolna chahiye!
--------------------------------------------

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS