Musalman Ka Dul kabhi Aeise Teen Chijon Se Dhoka Nahi Kha Sakti?
ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu us Shaks ko Khush rakhein Jo meri baat ko sune aur achche se sune usey Mehfuz Rakhein aur dusron tak Pahuchaye bahut se ilm ki samajh rakhne wale ilm ko us tak pahucha dete hain Jo unse zyada samjh bujh rakhte Hain. Teen cheezein aise hai jinki wajah se ek Muslman Ka Dil dhoka Nahi Kaha sakta.
Aamal khalis Allah Subhanahu Ke liye
Muslmano ke Ulema ke sath khair khawahi
Muslmano ki jamat se Jud Kar Rehna kyu ke dawat charon taraf Ehata Karti Hain.
Jamia Tirmaizi Jild 2, 2658..
نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”اللہ اس شخص کو تروتازہ رکھے جو میری بات کو سنے اور توجہ سے سنے، اسے محفوظ رکھے اور دوسروں تک پہنچائے، کیونکہ بہت سے علم کی سمجھ رکھنے والے علم کو اس تک پہنچا دیتے ہیں جو ان سے زیادہ سوجھ بوجھ رکھتے ہیں۔ تین چیزیں ایسی ہیں جن کی وجہ سے ایک مسلمان کا دل دھوکہ نہیں کھا سکتا،
( ۱ ) عمل خالص اللہ کے لیے
( ۲ ) مسلمانوں کے ائمہ کے ساتھ خیر خواہی
( ۳ ) اور مسلمانوں کی جماعت سے جڑ کر رہنا، کیونکہ دعوت ان کا چاروں طرف سے احاطہٰ کرتی ہے“۔ جامع ترمذی جلد ۲ ۲۶۵۸
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said: May Allah beautify a man who hears a saying of mine, so he understands it, remembers it, and conveys it. Perhaps he carries the Fiqh to one who has more understanding than him. There are three with which the heart of a Muslim shall not be deceived. Sincerity in deeds for Allah, giving Nasihah to the A'immah of Muslims, and sticking to the Jama'ah. For indeed the call is protected from behind them.
Jamia Tirmaizi Volume 2, 2658...
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare.
JazakAllah Khaira Kaseera
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
Share karey… Sawab ka Haqdaar baney… In Shaa Allah Ta’ala
No comments:
Post a Comment