Find All types of Authentic Islamic Posts in English, Roman Urdu, Urdu and Hindi related to Quran, Namaz, Hadeeth, Ramzan, Haz, Zakat, Tauhid, Iman, Shirk, Islah-U-Nisa, Daily Hadith, Hayat-E-Sahaba and Islamic quotes.

Hmare Ibadat Ka Tarika Kaisa Ho?

Nabi Se Muhabbat Karne ka Anjaam.
Hadees: Rasoolullah (Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam) ne irshaad farmaaya ke jis ne meri sunnat zinda ki us ne mujh se Muhabbat ki aur jis ne mujh se Muhabbat ki woh Jannat mein mere saath hoga. (Tirmizi: 2678)
Allah Ta'ala ke yahaan wahi amal maqbool hota hai jo Huzoor (Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam) ke tareeqon ke mutaabiq ho. Lihaaza Huzoor (Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam) ke tareeqon ko jaanna aur Aap (Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam) ki batlaai hui duaaon, sunnaton aur aadaab ko seekhna aur un par amal karna ummat ke har fard ke liye zaroori hai.

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

POPULAR POSTS