find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Sari Libaaso Me Safed Libaas Behtar Hai.

Safed Libaas Pahanna Sabse Behtar Hai.
ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ
Hadith: Tum log safed libas  pahna karo kyunki ye sabse behtarin libas hai
-----------
Samurah Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya tum log safed libas  pahna karo, apne zinda logo ko bhi safed libas pahnao aur Murdo ko bhi ismein (safed kapde mein) kafan do , kyunki ye sab libaso mein behatreen libas hai.
Sunan Nasaii, Vol 3,1624-Sahih
-------------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا تم لوگ سفید لباس پہنا کروں اپنے زندے لوگوں کو بھی سفید لباس پہناؤ اور مردوں کو بھی اس میں کفن دو کیونکہ یہ سب لباسوں میں بہترین لباس ہے
سنن نسائی جلد ۳ ۱۶۲۴
---------
समुरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया तुम लोग सफेद लिबास  पहना करो, अपने ज़िंदा लोगो को भी सफेद लिबास पहनाओ और मुर्दों को भी इसमें (सफेद कपड़े में) कफ़न दो , क्यूंकी ये सब लिबासो में बेहतरीन लिबास है.  सुनन नसाई, जिल्द 3,1624-सही
-------------
It was narrated that Samurah Radi allahu anhu said: "The Messenger of Allah sallallahu alaihi wasallam said: You should wear white garments; dress your living ones in them, and shroud your dead in them, for they are among the best of your garments.
Sunan Nasaii,  Book 48, # 5325 -Sahih
     ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo.
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi  Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare.     JazakAllah  Khaira Kaseera

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS