Ramzan Ki Taiyyari Kaise Kare?
1. Namazo'n Ki Pabandi Kare.
2. Jhoot Bolne Se Parhez Kare.
3. Qur'ān Ki Tafseer Mangalijiye Taake Ap Ramadhan Me Zyada Waqt Padh Sakho.
4. Roze Ke Ahkam O Masael Janiye Taake Aap Ko Ramadhan Me Pareshani Na Ho.
5. Ulema Se Jude Rahiye Ya YouTube Ya Kisi Aur Zariye Ramadhan Ke Talluq Se Ulema Ke Bayan Sunte Rahiye.
6. Gareeb Aur Yateemo Ka Khayal Rakhe.
8. Ramadhan Ke Talluq Se Jhoote Msgs Forward Karne Se Bache.
9. Ho Sakhe To Social Networking Sites Se Door Rahiye.
10. Jinki Sahri Nahi Hopati Unke Liye Intezam Kiya Kare Jo Apse Ho Sakhe Utna.

No comments:
Post a Comment