find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Ramzan Ka Mahina Magfirat Ka Mahina Hai. (Part 01)

Ramzan Ke Mahine Ki Shuruwat.
RAMZAN - PART 1
1. Saum ya siyaam ka lugwi ma'ana:
Saum ka lugwi ma'ana hai ruk jaana aur thehra rahna.
📒(Mojam Maqayeesul lugha,Ahmad bin faaris Ar Razi,2/323)
Saum ka shara'ee mafhum:
Allah ta'la ki ibadat ki niyyat se tulue' fajr se le kar suraj doobne tak khane pine,
jima aur digar roza todne wali chizo se ruke rahna.
📒(Ash-sharahul mumte, Ibn Uthaymeen : 6/298)
Ramadhan ke rozon ki farziyat 2 hijri ko hui.
📒(Nailul-Al autaar,Ash-shaukaani : 3/151)
Coming Next : PART 2 Roze ke fazayel

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS