Roza Kaise Aur Kise Dekh kar Raha jaye?
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:
”چاند دیکھ کر روزے رکھو، اور چاند دیکھ کر افطار کرو، اگر مطلع ابر آلود ہو تو تیس ( دن ) پورے کرو“ ۱؎۔
Roman Urdu
Muhammad Sallallahu álayhi wa sallam ne farmaya.
Chaañd deykhkar rozah rakho,aur chaañd deykhar iftar karo,agar matla abar alood ho (aasmaan saaf na ho) to tiis (din) pore karo.
English
Messenger of Allah (ﷺ) said
'Fast when you see it and stop fasting when you see it, and if it is obscured from you (too cloudy), then count it as thirty (days). "'
Hindi
रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फरमाया
चाँद देखकर रोजा रख्खो और चाँद देखकर इफतार करो, अगर आसमान साफ ना हो तो तीस(दिन) पूरे करो।
Chaañd deykhkar rozah rakho,aur chaañd deykhar iftar karo,agar matla abar alood ho (aasmaan saaf na ho) to tiis (din) pore karo.
Grade: Sahih (Darussalam)
[ Sunan an-Nasa'i: 2117 ]
Note: Aaj chaañd ki 29 tariiq hai aur Allah ke Rasool ke farmaan ke mutabiq mahina 29 dino ka bhi hota hai,is liye ham musalmano ko chahiye ke aaj chaañd deykhne ka ehtemam kare.
----------------------------------------------------
No comments:
Post a Comment