find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Parda Karne Ka Hukm Quran Majeed Me.

Aurat Ke Liye Parde Ka Hukm Qurano Sunnat Ki Roshni Me.

Musalman Bhaiyo se gujarish hai ke wah apni Tasweerein Social media par upload nahi karein.

Bismillah-Hirrahman-Nirrahim

❝ Aye logo! Apni Aurato ko Singarwala libas pehenkar Gair mehramo ke samne nikalne se manaa karo. (Hadith; Ibne Majah)


❝ Apne Shohar ke siwa dusro ke liye Zeenat ke sath daman ghasite hue (Itrakar) chalne waali aurat qayamat ke andhero ki tarah hain jisme koi roshni na hogi. (Hadith: Tirmizi)

❝ Jo Aurat Gair Mard par apni Zeenat zaahir karne ke liye daman ghasite hue chalegi qayamat ke din wo noor se mehrum aur andhere me hogi. (Hadith: Tirimizi)

❝ Aye Imaan walo ! apni aurto se keh do ki apni nazre bacha kar rahe aur apni sharamgah ki hifazat kare aur apne singaar ko zaahir na kare siway utna jitna khula rehta hai aur dupatte apne seeno par dale rakhe aur apna singaar zaahir na kare siway apne shoharo par. (Al Quran; Surah Noor 24:31)

❝ Aye Aurto ! apne gharo me thehri raho aur Zamaan-e-Jahiliat ki tarah apne aapko dikhati na phiro. Namaz Qayam karo aur zakaat ada karo. Allah aur uske Rasool (ﷺ) ke hukmo ki pabandi karo. (Al Quran; Surah Ahzab 33:33)

❝ Aye Nabi (ﷺ) ! Apni Biwiyon aur Betiyon aur Musalman Aurton se farma do ke apni chaadaron ka ek hissa apne mooh par daaley rakhen. (Al Quran; Surah Ahzab 33:59)

Share:

1 comment:

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS