Apni Shohrat Aur Izzat Ke Liye Jihad Karne Walo Ko Kya Milega?
Abu 'Umamah Al-Bahili raziyallahu anhu ne kaha ke:
Ek shaksh Nabi (ﷺ) ke paas aaya,aur kaha ke: aap ek aise shaksh ke bare kya farmate hain jo jihaad karta hai,Aur jihaad ki ujrat wa mazdori chata hai,Aur suhrat (mashhuur) wa namori ka khwaahish mand hai,ose kya milega? Rasullulah (ﷺ) ne farmaya: uske liye koch nahi hai - usne apni baat tiin baar dohrayi - aur Rasullulah (ﷺ) us se yahi farmate rahe ke uske liye koch nahi - phir Aap (ﷺ) ne farmaya: Allah ta ala sirf wahi amal qubuul karta hai jo khalis ose ke liye ho,aur us se Allah ki riza (khusnodi) maqsood wa matloob ho -
English
It was narrated that Abu 'Umamah Al-Bahili said:
*"A man came to the Prophet (ﷺ) and said: 'What do you think of a man who fights seeking reward and fame - what will he have?' The Messenger of Allah (ﷺ) said: 'He will not have anything.' He repeated it three times, and the Prophet (ﷺ) said to him: 'He will not have anything.' Then he said: 'Allah does not accept any deed, except that which is purely for Him, and seeking His Face.'"*
Grade: Hasan (Darussalam)
[ Sunan an-Nasa'i : 3140 ]
------------------------------------------
------------------------------------------
No comments:
Post a Comment