find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Nooh Alaihe Salam Ne Apne Beto ko kya Nasihat Ki Thi.

Nooh Alaihi Salam ki Apne beto ko Aakhri Naseehat

Hadith : Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah ke Nabee Nooh Alahih Salam ki wafat Ka waqt Aaya to unhone apne bete se kaha main tumhein waseeyat karta hu, main tumehin do baaton Ka hukm deta hu aur do baaton se mana karta Hu, Mein tumehin La ilaha illAllah Ka hukum deta hu kyuki agar saaton (7) aasman aur zameen ek palde main rakhein jaye aur La ilaha illAllah dusre palde mein to La ilaha illAllah Ka palda bhari ho jayega aur agar saaton zameen aur saaton aasman ek mazbut daayra ban Jaye to La ilaha illAllah inhe bhi tod dega aur mein tumhein Subhan Allahi Wa bihamdihi Ka hukm deta hu kyuki ye har makhluq ki dua hai aur esse ke zariye sabko rizq diya jata hai aur mein tumhein
shirk aur takabbur se mana karta hu
Al-Silsila-As-Sahiha 3130
-------
رسول الله صلی علیہ وسلم نے فرمایا اللہ کے نبی نوح علیہ السلام!جب ان کی وفات کا وقت آیا تو انہوں نے اپنے بیٹے سے کہا: میں تمہیں وصیت بتاتا ہوں، میں تمہیں دو باتوں کا حکم دیتا اور دو باتوں سے منع کرتا ہوں۔ میں تمہیں(لا الہ الا اللہ) کا حکم دیتا ہوں کیوں کہ اگر ساتوں آسمان اور ساتوں زمینیں ایک پلڑے میں رکھے جائیں ،اور لا الہ الا اللہ دوسرے پلڑے میں تو لا الہ الا اللہ کا پلڑا بھاری ہو جائے گا اور اگر ساتوں زمین اور ساتوں آسمان ایک مضبوط دائرہ بن جائیں تو لا الہ الا اللہ انہیں توڑ دے گا، اور میں تمہیں سبحان اللہ وبحمدہ کا حکم دیتا ہوں کیوں کہ یہ ہر مخلوق کی دعا ہے اور اسی کے ذریعے مخلوق کو
رزق دیا جاتا ہے۔ میں تمہیں شرک اور تکبر سے منع کرتا ہوں،
السلسلہ صحیحہ ۳۱۳۰

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam  said When death was approaching the Prophet Nooh Alaihi salam, he said to his son: I will narrate to you my bequest; I command you with two things and prohibit you from two things. I command you with La ilaha illAllah (‘There is none worthy of worship in truth except Allaah) if the seven heavens and the seven earths were placed upon a scale and  La ilaha illAllah was placed on the other, then  La ilaha illAllah would be heavier.If the seven heavens and the seven earths were a closed off circle then  La ilaha illAllah would be able to break it.The second thing I command you with is Subhana Allaahi wa bihamdihi because it is a supplication for everything, and by it the creation is
given its provision , And I prohibit you from shirk and pride.
Al Silsila As Sahiha, 3130
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS