Abdullah bin Umar raziyallahu anhuma kehte hain ke
Mai Rasullulah (ﷺ) ke zamane me raat ko masjid me sota tha,mai ek naujawaan kunwara (gair shadishudah) tha,aur kutte masjid me aate aur peshaab karte,koe uspar pani na bahata tha.
*English
Ibn 'Umar said:
*I used to sleep in the mosque in the lifetime of the Messenger of Allah (ﷺ) when I was young and bachelor. The dogs would urinate frequently visit the mosque, and no one would sprinkle over it.
Grade: Hasan Sahih (Al-Albani)
[ Sunan Abi Dawud : 382 ]
*Note : is Hadees se maloom howa ke zamiin me agar peshaab wagirah pad jaye phir wo zamiin khusk (sokhi) hojaye to wo paak hojati hai,agar masjid me farshi tiles ki hoto pani bahana chahiye,neyz masjid me sona jaa'ez hai.
--------------------------------------------
Masjid ke pas khali jagah this Anjane me os jagah pesab krne ki galti ho gai me kya kro ab duaa kre sab log allah mere es gunah ko maa kre
ReplyDeleteAllah se mafi talb kre allah maaf krne wala hai
ReplyDelete