MUSALMAN SE BAAT Chhor DENA HARAM HAI
Abu Ayyub Ansari Raziyallahu anhu se riwayat hai ke Allah ke Rasool sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya: kisi Musalman ke liye ye jayez nahi ke woh apne musalman bhai se teen din se zyada baat chode, ke jab aek dosre se milein to ye usse chehra pher le aur wo isse chehra pher le, aur un dono me se behtar woh hai jo salam se (baat) shuru kare.
*📖 ABU DA'OOD: 4911 📚
*✅ SAHEEH HADEES ✅
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
No comments:
Post a Comment