Meri Ummat ke un kaamo ko maaf Kar diya hai jis par wo majbur Kar diye Jaye.
------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu ne meri Ummat se Jo unke dilo waswase aate hain maaf kar diya hai jab tak us par aamal na Karen ya bole aur esse tarha un kamo se bhi innhein maaf Kar diya hai jis par wo majbur Kar diye Jaye
Sunan ibn Maja jild 3, 2044-Sahih
-------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا اللہ سبحانه نے میری امت سے جو ان کے دلوں میں وسوسے آتے ہیں معاف کر دیا ہے جب تک کہ اس پہ عمل نہ کریں، یا نہ بولیں، اور اسی طرح ان کاموں سے بھی انہیں معاف کر دیا ہے جس پر وہ مجبور کر دیئے جائیں
سنن ابن ماجہ جلد ٣ حدیث ٢٠٤٤ صحیح
------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said Allah has forgiven my nation for the evil suggestions of their hearts,as long as they do not act upon it or speak of it, and for what they are forced to do
Sunan ibn Maja Volume 3, 2122-Sahih
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
*🌴Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo🌴
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !
🌹JazakAllah Khaira Kaseera🌹
No comments:
Post a Comment