Yateem ke sath kaisa suluk kiya jaaye:
فِى ٱلدُّنْيَا وَٱلْءَاخِرَةِ ۗ وَيَسْـَٔلُونَكَ عَنِ ٱلْيَتَٰمَىٰ ۖ قُلْ إِصْلَاحٌۭ لَّهُمْ خَيْرٌۭ ۖ وَإِن تُخَالِطُوهُمْ فَإِخْوَٰنُكُمْ ۚ وَٱللَّهُ يَعْلَمُ ٱلْمُفْسِدَ مِنَ ٱلْمُصْلِحِ ۚ وَلَوْ شَآءَ ٱللَّهُ لَأَعْنَتَكُمْ ۚ إِنَّ ٱللَّهَ عَزِيزٌ حَكِيمٌۭ
Duniya aur Aakhirat ke umoor ko aur tujh se yatimo ke baare me bhi sawaal karte hai, aap kahe dijiye ke unki khair khwahi behtar hai, tum agar unka maal apne maal me mila bhi lo to wo tumhaare bhai hai, bad niyyat aur nek niyyat har ek ko Allah khoob jaanta hai aur agar Allah chaahta to tumhe mashaqqat me daal deta, yaqinan Allah Ta'ala ghalba waala aur hikmat wala hai".*
(Surah 02 Al Baqrah: Ayat 220)
•············••●◆❁❁◆●••············•
No comments:
Post a Comment