Masjid se bahar nikalne ki dua
Abu Usaid al-Ansari Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jab tum mein se koi masjid se bahar nikle to ye dua padhe
*اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ مِنْ فَضْلِكَ*
Allahumma inni asaluka min fadlika
Ya Allah main tere fazal ka talabgar hu
Sunan Abu Dawud, Jild 1, 463-Sahih
-------------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جب تم میں سے کوئی شخص مسجد سے نکلے تو یہ کہے
*«اللهم إني أسألك من فضلك»*
اے اللہ! میں تیرے فضل کا طالب ہوں ۔
سنن ابی داؤد جلد ۱ ۴۶۳
✦ Abu Usaid al-Ansari reported the Messenger of Allah (May peace be upon him) as saying when any of you goes out from Masjid, he should say:
*اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ مِنْ فَضْلِكَ*
Allahumma inni asaluka min fadlika
(O Allah, I ask you of your bounty)
Sunan Abu Dawud, Book 2, 465-Sahih
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
*🌴Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo🌴*
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !
🌹JazakAllah Khaira Kaseera🌹
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬
No comments:
Post a Comment