find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Ache Shauher ka Biwi Ke Sath Suluk Ho?

Beti Ki Parwarish Par Jannat Ki Basharat
Acha Shauhar Kaun Aur Kaisa Hai?


Ache Shauhar Ki Pahchan,Uska Akhlaq Kaisa Ho Biwi Ke Sath?



Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibne Abbas (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
*Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai
*“Jisey Ladki Ho Aur Wo Usey Zinda Dafan Na Kare,
*Na Usko Zaleel Samze Aur Na Ladke Ko Uss Par Ahmiyat De
*Tou Allah Ta’ala Usko Jannat Me Dakhil Karega"
– *(Abu Dawood, Jild 3, Bab 548, Hadees 1705, Safa 616)

♥ Behtareen Shohar ki Pehchan♥
• Jo Apni Biwi Ke Sath Narmi, Khush Khalqi Aur Husne Sulook Ke Sath Pesh Aaye.♥️❤️❣️❤️
• *Jo Apni Biwi Ke Huqooq Ada Karne Me Kisi Qism Ki Gaflat Aur Kotahi Na Kare. ♥️❤️❣️❤️
• *Jo Apni Biwi Ka Iss Tarah Ho Ker Rahen Ke Kisi Ajnabi Aourat Per Nigah Na Dale. ♥️❤️❣️❤️
• *Jo Apni Biwi Ko Apne Aish-O-Ishrat Me Barabar Samjhe.♥️❤️❣️❤️
• *Jo Apni Biwi Per Kabhi Zulm Aur Kisi Qism Ki Bhi Jyadati Na Kare

• *Jo Apni Biwi Ki Tang Mizaji Aur Bad Akhlaqi Per Sabr Kare ♥️❤️❣️❤️
• *Jo Apni Biwi Ki Khubiyo Per Nazar Rakhe Aur Mamuli Galatiyon Ko Nazar Andaz Kare.♥️❤️❣️❤️

• Jo Apni Biwi Ki Musibaton Bimariyon Aur Ranj-O-Gam Me Diljoi Aur Wafadari Ka Saboot De.  ♥️❤️❣️❤️
• *Jo Apni Biwi Ko Parde Me Rakh Kar Izzat-O-Aabru Ki Hifazat Kare.* .  ♥️❤️❣️❤️
• *Jo Apni Biwi Ko Zillat-o-Ruswayi Se Bachaye Rakhe.* . ♥️❤️❣️❤️
• *Jo Apni Biwi Ko Deendari Ki Takeed Karta Rahe Aur Shari’at Ki Raah Per Chalaye* . ♥️❤️❣️❤️
•Jo Apni Biwi Ke Akhrajaat Me Bakhili Aur Kanjoosi Na Kare. ♥️❤️❣️❤️
• *Jo Apni Biwi Per Iss Tarah Taabey Me (Control) Rakhe Ke Wo Kisi Burai Ki Taraf Rukh Bhi Na Kar Sake.♥️❤️❣️❤️
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS