Kya kisi ko Allah Ke Hukm ke Bina Maut Aa Sakti Hai?
Al Quran : Aur Kisi Shaks mein taqat Nahi ke wo Allah Subhanahu Ke hukm ke bina Mar Jaye
-----------
✦ Al Quran : Aur Kisi Shaks mein taqat Nahi ke wo Allah Subhanahu Ke hukm ke bina Mar Jaye (Usne Maut Ka) Waqt muqarrar Kar ke likh rakha hai
Surah Aal-e-Imran (3) Aayat 145
✦ Al Quran : Jab ALLAH ka Muqarrar kiya hua Waqt Aa jata hai to phir usmein dernahi hoti Kaash tum jaantey hotey
Surah Nooh-71, Verse 1-4
-------------
القرآن : اور کسی شخص میں طاقت نہیں کہ الله سبحانه کے حکم کے بغیر مر جائے (اس نے موت کا) وقت مقرر کر کے لکھ رکھا ہے
سورة آل عمران (٣) آیت ١٤٥
القرآن : جب الله سبحانه کا مقرر کیا ہوگا وقت آجاتا ہے تو پھر اس میں دیر نہیں ہوتی۔ کاش تم جانتے ہوتے
سورة نوح (٧١) آیت ٤
-------------
✦ अल कुरान : और किसी शख्स में ताक़त नहीं के वो अल्लाह सुब्हानहु के हुक्म के बिना मर जाये (उसने मौत का) वक़्त मुक़र्रर कर के लिख रखा है
सुरह आल-ए-इमरान (3) आयत 145
✦ अल कुरान : जब अल्लाह सुब्हानहु का मुक़र्रर किया हुआ वक़्त आ जाता है तो फिर उसमें देर नहीं होती काश तुम जानते होते
सुरह नूह आयत (71) आयत 4
----------
✦ Al Quran : And no person can ever die except by Allah's Permission and at an appointed term.
Surah Aal-e-Imran (3) Aayat 145
✦ Al Quran : Verily, the term of ALLAH when it comes, cannot be delayed, if you but knew.
Surah Nooh-71, Verse 4
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
*🌴Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo🌴*
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !
🌹JazakAllah Khaira Kaseera🌹
No comments:
Post a Comment