find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Ache Shauher Ki Pahchan (Khoobi)

Behtareen Shohar ki Pehchan.

1⃣• Jo Apni Biwi ke sath narmi, khush khalqi aur husne sulook ke sath pesh aaye.

2⃣• Jo Apni Biwi ke Huqooq ada karne me kisi qism ki gaflat aur kotahi na kare.
3⃣• Jo Apni Biwi ka iss tarah ho ker rahen ke kisi ajnabi aurat per nigah na dale.
4⃣• Jo Apni Biwi ko apne Aish-O-Ishrat me barabar samjhe.
5⃣• Jo Apni Biwi per kabhi Zulm aur kisi Qism ki bhi Jyadati na kare.
6⃣• Jo Apni Biwi ki tang mizaji aur bad akhlaqi per sabr kare.
7⃣• Jo Apni Biwi ki khubiyo per Nazar rakhe aur mamuli galatiyon ko nazar andaz kare.
8⃣• Jo Apni Biwi ki musibaton, bimariyon aur ranj-o-gam me diljoi aur wafadari ka saboot de.
9⃣• Jo Apni Biwi ko parde me rakh kar Izzat-o-Aabru ki hifazat kare.
1⃣0⃣• Jo Apni Biwi ko zillat-o-ruswayi se bachaye rakhe.
1⃣1⃣• Jo Apni Biwi ko Deendari ki takeed karta rahe aur shari’at ki raah per chalaye.
1⃣2⃣• Jo Apni Biwi ke akhrajaat(kharche) me bakhili aur kanjoosi na kare.
1⃣3⃣• Jo Apni Biwi per iss tarah taabey me (Control) rakhe ke wo kisi burai ki taraf rukh bhi na kar sake.
In’sha’Allah-Ul-Azeez ❗Allah Rabbul Izzat Hum tamam ko kehne sun’ne se jyada amal ki toufiq de. Ameen.
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS