Sharab aur Juwa kyun Haram aur Gunah ka kaam hai?
🌷
۞ يَسْـَٔلُونَكَ عَنِ ٱلْخَمْرِ وَٱلْمَيْسِرِ ۖ قُلْ فِيهِمَآ إِثْمٌۭ كَبِيرٌۭ وَمَنَٰفِعُ لِلنَّاسِ وَإِثْمُهُمَآ أَكْبَرُ مِن نَّفْعِهِمَا ۗ وَيَسْـَٔلُونَكَ مَاذَا يُنفِقُونَ قُلِ ٱلْعَفْوَ ۗ كَذَٰلِكَ يُبَيِّنُ ٱللَّهُ لَكُمُ ٱلْءَايَٰتِ لَعَلَّكُمْ تَتَفَكَّرُونَ
*"Log aap se sharaab aur Juye ka masla puchte hai aap kahe dijiye ke in dono me bahut bada gunaah hai aur logo ko is se dunyaawi fayeda bhi hota hai lekin unka gunaah unke nafa se bahut zyaada hai.Aap se ye bhi daryaaft karte hai ke kya kuch kharch kare? To aap kahe dijiye ke haajat se zyaada cheez (yani jo chiz zarurat se zyada ho use kharch kare), Allah Ta'ala isi tarah apne ahkaam saaf saaf tumhaare liye bayaan ka rraha hai take tum sonch samajh sako".*
📙(Surah 02 Al Baqrah: ayat 219)
•············••●◆❁💠❁◆●••············•
*❄Aaj ki Ayat❄*
by
*S.I.R.F.*
_Salsabiil Islamic Research Foundation._
No comments:
Post a Comment