find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Lockdown jaise halat me Eid ke din in sab chijon se bachna chahiye.

*Eid ke din "Corona Viruse" ki wajah se in cheezo me Ehteyat rakhe.*
----------------------------------------
👉 *Hath na milana*❌

👉 *Gle na milna (Hug na krna)*❌

👉 *Mask lga ka rakhe*✓😷
Wagaiara Wagaiara......
👆 *Or ye Hath milana/Gle Milna Farz bhi nhi hai ki Aap na krenge to Gunah hoga*
👆 *kyuki Esme Aapki khud ki hi safety hai*
👉 *La parwahi* krna or kahna ki Hamara "iman" mazboot hai ye jahil wali baat hai Dekhe *Nabi ﷺ ne kya kaha:-*👇👇👇
*Nabi ﷺ ne khud kaha Safety ka khyal rakhne ko.*
👇👇👇👇👇👇👇👇
👉Ek Sahabi (Ra) ne arz kiya ya Allah Ke Rasool ﷺ  :- *Kya Mai oot (camel) ko Pehle bandh du Phir Allah Par Bharosa Karu (ki ye gayeb ho jayegi)  Ya Chod Du Phir Allah Par Bharosa karu*, to Aap ﷺ Ne farmaya esko *"baandh" do Phir Bharosa karo.*
📚 [Tirmazi Hadees # 2517]
👆 *Es hadees se pta chala Allah aapki hefazt tabhi krega jub Aap apni poori hefazt pe dhayan denge.*

🔴 *Aap Aag (Fire) me kood jaye or kahe ki Allah chahe to bacha lega to aisa krne ko Allah ne nhi kaha h, blke ye hai ki aapni hefazt pe dhayan de Fir Allah aapki hefazt krega, Yhi Sachha iman hai*

isliye hame Aise "Viruses" se Bachne ke liye poora Dhayan dena Chahiye, Tabhi Allah Hamari Madad krega in-sha-Allah.*
( *हर बात दलील के साथ)

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS