Dosti aur Dushmani Me sab kuchh Jayez hai aeisa kahne wale.
Saala Lafj hamare Aam batchit me kitni dafa Istemal hota hai?
Kya Yah Saala Lafj Bolna Hamare Liye Sahi hai?
Dosto me bhi Gaali (Saala) se baat krna Jayez nhi.❌
-----------------------------------------------
Kuch log Aisa Samjhte hain ki *Dosto me Gali se baat na karo to wo Dosti hi kya jisme Gaali na ho, unko is Hadees pe Dhayan dena Chahiye.

Dost ko "Saala" bolna bhi Gaali hai
-------------------------------
Saala 1 Rishte ka Nam hai, Matlab
"Wife ke Bhai ko Saala kaha jata hai," to Dost ko Agar Aap kahte hain to iska Matlab Aap uski Bahan ke Husband hain, Aisa indirectly kah rahe hain.

Gaali-Galoj Karne Waale Shaitaan Hai
--------------------------------------------------
Nabi-e-Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaaya
“Gaali-Galoch Karne Waale Dono Shaitaan Hain,
Woh Ek-Doosre Par Ilzaam Lagaate Aur Jhoot Boltey Hain”

Musnad-e-Ahmad: 17483
Behtar Dost wo hai jo Logo me apne Dost ke liye behtar ho.
--------------------------------------------------
Rasoolallah ﷺ ne Farmaya: Allah ke nazdeek sabse behtar dost wo hai jo logo me apne dost ke liye behtar ho
Or Wo jo padosi jo apne padosi (Neighbourhood) ke liye behtr ho.
[Tirmizi 1944]
( *हर बात दलील के साथ)
Forward ज़रूर करे(अल्ल्लाह अज्र देगा)

Muaf karo or izzat Paao Allah se
Mafhum-e-hadees
Mafhum-e-hadees
Rasool-E-Akram sallallaho alehi wasallam ne farmaya; Muaf karne se Aadmi ki izzat badti hai.
Jam-e-Tirmazi hadees#2029
KHUSH KHABRI MUAF KRNE WALO KO
وَ الۡکٰظِمِیۡنَ الۡغَیۡظَ وَ الۡعَافِیۡنَ عَنِ النَّاسِ ؕ وَ اللّٰہُ یُحِبُّ الۡمُحۡسِنِیۡنَ ﴿۱۳۴﴾ۚ
aur jo ghussay ko pi janey aur logon ko muaaf ker-denay kay aadi hain. Allah aeise nek logon se Mohabbat karta hai .
Surat-ul-Ale-Imran:134

No comments:
Post a Comment